merey is thread sey matlab ye nahi key kisi ki dil aazari karna hai magar aik baat jis sey dil dukhta hai us ki taraf ragib karana hai key ye muslamano ko badnam karney waley aakhir aesa kiun kar rahey hain aakhir begunah logo ka khoon kiun bahaya ja raha hai...kiun bomb blast ho rahey hain kia ye bomb blast kisi dance club main kiun nahi hota kisi sharab khano main kiun nahi hota kisi juwa kheley waley ko kiun nahi mara jata us ka kiun nahi gala kata jata ????aakhir ye sab masjido or maddarso main hi kiun ho raha hai?????
[FONT="Jameel Noori Nastaleeq"][CENTER][COLOR="Blue"][SIZE="5"][B]Coming Soon...:)[/B][/SIZE][/COLOR][/CENTER][/FONT]
Bookmarks