ASSalam o alaikum sathiyun,
yeh jo video main post kr rha hun yeh ek program ki hai jo pakistan main kafi pasand kia jata rha hai youngsters main........to us main kuch candidates aye........jisse ap hamare mulk ka mustaqbil ya phr hamari new generation keh skte hain.........main bs yeh video dekha kr is cheez ki wazahat kr rha hun k hum logoon ko akhir ho kia gaya hai???? kia hamari zindagi bs ab yahi hai k larka larki........aur apni talimaat ko bhool gaye hain kia........agar yeh log PAKISTAN ka mustaqbil hain to for sure PAKISTAN mere khayal main to salamat nahin rehega.....kehte hoye dukh to ho rha hai.......par is video ko dekh to aisa hi lagta hai.......aur yeh koi setup nahin hai yeh real hai..........ap khudhi dekh lijiye....duaon main yaad rakhiyega.....AH
Bookmarks