Page 9 of 9 FirstFirst ... 6789
Results 97 to 108 of 108

Thread: Khatm-e-nabuwat course.(anti qadiyani) must read

  1. #97
    ainijim is offline Junior Member
    Last Online
    20th February 2011 @ 11:31 PM
    Join Date
    20 Feb 2011
    Gender
    Female
    Posts
    2
    Threads
    0
    Credits
    960
    Thanked: 1

    Default

    is kuttay aur zaleel insaan ki haddiyan kabr se nikaal k kuttao k agy daalo agr kabr mein e iska anjaam nai ho gya hua to

  2. #98
    akbarbeg is offline Member
    Last Online
    24th March 2012 @ 07:07 PM
    Join Date
    21 Mar 2010
    Location
    rajsthan india
    Age
    43
    Gender
    Male
    Posts
    51
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    Members! Men ab aap hazraat ki minnat kerta hoon ke aap seb ""Khatim-un-Nabiyyeen " k asli masela per ghor karo duniya k tamam muslman hazoor saw ko khatam-un-nabyeen maneta hai quran aur authentic hadith mai Arabic languages mai ""Khatim-un-Nabiyyeen " word use huaa hai abb masla yeh hai kai tarjama kia kia jaye ... aap logon k scholars ka tarjama alag humara alag ..!! yehi masla hai na ?? bes ab aap zera yeh beta de aap kis islamic scholars k Translate ko authentic maneta hai?

  3. #99
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote akbarbeg said: View Post
    Members! Men ab aap hazraat ki minnat kerta hoon ke aap seb ""Khatim-un-Nabiyyeen " k asli masela per ghor karo duniya k tamam muslman hazoor saw ko khatam-un-nabyeen maneta hai quran aur authentic hadith mai Arabic languages mai ""Khatim-un-Nabiyyeen " word use huaa hai abb masla yeh hai kai tarjama kia kia jaye ... aap logon k scholars ka tarjama alag humara alag ..!! yehi masla hai na ?? bes ab aap zera yeh beta de aap kis islamic scholars k Translate ko authentic maneta hai?
    Hum pechlay 1400 Saal kay Tamaam Mujadideen ki meaning ko authentic mantay hain ......... kia aap mantay han ?
    Or kia aap Mirzay k dawa-e-nubuwwat say pehlay or dawa-e-maseeh say pehaly or dawa-e-mehadi say pehlay ki meaning ko authentic mantay ho ?????????
    Max img size for signature is 30KB or Less

  4. #100
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    @ akbarbeg
    aap Katam-un-Nabiyyen ki meaning apnay aqeeday kay mutabiq batain or us meaning ko Quran ki doosri ayyat say jis may lafz KHATAM use howa ho say Tasdeeq bhi karain ........ ........
    Shukria ........

  5. #101
    akbarbeg is offline Member
    Last Online
    24th March 2012 @ 07:07 PM
    Join Date
    21 Mar 2010
    Location
    rajsthan india
    Age
    43
    Gender
    Male
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Nabuwet is a naimet of ALlah its a blessing from which you people are denying. Nabuwet is the key to raise a nation. By GOd nabuwet is conitnue even Holy quran has said so.

    O children of Adam, if Messengers come to you from among yourselves, rehearsing My Signs unto you, then whoso shall fear God and do good deeds, on them shall come no fear nor shall they grieve (Holy Quran, Sura: Al-Araaf Iyyah 35)

    If God had siad that Holy Prohpet is Last then why did he put this ayyet in Holy Quran.

    Nabuwet a blessing of Allah donot run away from it.

    And whoso obeys Allah and this Messenger of His shall be among those on whom Allah has bestowed His blessings, namely, the Prophets, the Truthful, the Martyrs, and the Righteous. Surah Al-Nisa (Ch. 4: V.69)

    Nabuwet wil be granted to those who will obey Holy Prophet (saw) and Allah God is giving Glad tiding to the Ummet of HOly Prophet(saw) which you people are deniying off. Not ahmadis even before Ahmadiyyet many learned Scholars believed in Continuation of Nabuwet.

    (1) .Durray Mansoor mahajuaddin page 3 Hadhrat ali Karam Allah wajho. Stated that
    Prophethood will continue..
    (2)... Hadhrat Amman Ali, Book, 'waqeet al jawahar'...Believe that Khatam-ul-nabeeyeen does not meam last of prophet...
    (3)... Hadhrtrat ammam Muhammad Tahir.. book= Majma ul bahaar...page 85 . Hadhrat aysha ststement
    (4)... Hadhrat Ammam mullah Ali Kari... 'Book = Mozoat a kabeer, Pages 58, 59; States that Prophethood will continue..
    (5)...Mujadid: Hadhrat Shaikh ahmed sarhandi, ... Mugadded alaf sani, Book = 'Hasoolay Kamalat Makhtobatay Ahmadia, Jild awal, page 21 or 201. Believes Hashrat
    Muhammad is not the last of the prophet but the best of the prophet....
    (6)... Hadhrat Shah wali Allah Mohadas Dahlwi.. Book = Tafheemat a Alahiyya, page 53: Believe new prophet can come...
    (7)... Mollvi mohammad qasim nannotvi, Founder of Deo bandi tanzeem, madrasa bani, Book = Tahezrun naas: Believe prophethood will continue after Holy prophets (saw).

  6. #102
    akbarbeg is offline Member
    Last Online
    24th March 2012 @ 07:07 PM
    Join Date
    21 Mar 2010
    Location
    rajsthan india
    Age
    43
    Gender
    Male
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    @ akbarbeg
    aap Katam-un-Nabiyyen ki meaning apnay aqeeday kay mutabiq batain or us meaning ko Quran ki doosri ayyat say jis may lafz KHATAM use howa ho say Tasdeeq bhi karain ........ ........
    Shukria ........
    Hum pechlay 1400 Saal kay Tamaam Mujadideen ki meaning ko authentic mantay hain ......... kia aap mantay han ?
    mai opinion ya apni taraf se koi hadeeth dene ki bajaye HAzrat Ayesha (RA) ki opinion lafz-ba-lafz arabi aur urdu translation ke saath ap k saman pase ker raha hu "QOOLOO INNAHU KHATAMUL ANBIYAA'I WA LAA TAQOOLOO LAA NABIYYA BA'DAHU" " Aye logo, nabi ko khaatam an nabiyyeen kahaa karo magar yih mat kahaa karo kih uskay ba'ad koie Nabi nahin"

    (Takmilah Majma'ul Bihaar, p. 85), (tafseer-ul-darulmanshoor lilsieutee jild#5 page is 204) (Saying of Hadhrat Aysha).es mai main lafaz Khaatam aur "laa nabiya ba'adee" donoun aajaatay hain. Iska saaf matlab hay kih Khaatam an nabiyyeen "Laa nabiyya ba'adi " say alag cheez hay. Khaatam an Nabiyyeen kaa matlab "Laa nabiyya ba'adi" nahi hay...
    yaad rakhho. Aik hadees hay jis main Ummal Momineen ko "Nisf mu'allimah e Deen" kaha giyaa hay kih usnay aadhaa deen sikhhaa yaa hay......Mominen ki Maan (Umm-ul-Momineen) HAzrat Ayesha Sidiqua (RA) ne ummat ko kisi qisam ke fitney ya confusion se bachaney ke liye taqreeban 1400 saal pehley hi tashreeh-o-tafseer ker di thi aur tamam sahaaba aur tamaam raavi pechlay 1400 Saal kay Tamaam Mujadideen bhi "Nisf mu'allimah e Deen" k ) ki "Laa Baadi Nabiyyee" ki tashreeh-o-tafseer per labbaik kehtey raha hai

  7. #103
    akbarbeg is offline Member
    Last Online
    24th March 2012 @ 07:07 PM
    Join Date
    21 Mar 2010
    Location
    rajsthan india
    Age
    43
    Gender
    Male
    Posts
    51
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    mai opinion ya apni taraf se koi hadeeth dene ki bajaye HAzrat Ayesha (RA) ki opinion lafz-ba-lafz arabi aur urdu translation ke saath ap k saman pase ker raha hu "QOOLOO INNAHU KHATAMUL ANBIYAA'I WA LAA TAQOOLOO LAA NABIYYA BA'DAHU" " Aye logo, nabi ko khaatam an nabiyyeen kahaa karo magar yih mat kahaa karo kih uskay ba'ad koie Nabi nahin"

    (Takmilah Majma'ul Bihaar, p. 85), (tafseer-ul-darulmanshoor lilsieutee jild#5 page is 204) (Saying of Hadhrat Aysha).es main lafaz Khaatam aur "laa nabiya ba'adee" donoun aajaatay hain. Iska saaf matlab hay kih Khaatam an nabiyyeen "Laa nabiyya ba'adi " say alag cheez hay. Khaatam an Nabiyyeen kaa matlab "Laa nabiyya ba'adi" nahi hay...
    yaad rakhho. Aik hadees hay jis main Ummal Momineen ko "Nisf mu'allimah e Deen" kaha giyaa hay kih usnay aadhaa deen sikhhaa yaa hay aur tamam sahaaba aur tamaam raavi aur pechlay 1400 Saal kay Tamaam Mujadideen bhi Hazrat Ayesha (RA) ki "Laa Baadi Nabiyyee" ki tashreeh-o-tafseer per labbaik kehtey kaheta raha kiya aap munkir hain Hazrat Ayesha (RA) ki "Laa Baadi Nabiyyee" ki tashreeh-o-tafseer se?? Umm-ul-Momineen Hazrat Ayesha Siddiqua (RA) ne ummat ko kisi qisam ke fitney ya confusion se bachaney ke liye 1400 saal pehley hi Nabi Kareem HAzrat Muhammad Msutufa (SA) ki HAdeeth-e-Mubarka main " Laa BAadi Nabiyyee.." yaani "Merey Baad koi Nabi Nahi" ke meanings jo kye hain

  8. #104
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    Quote akbarbeg said: View Post
    mai opinion ya apni taraf se koi hadeeth dene ki bajaye HAzrat Ayesha (RA) ki opinion lafz-ba-lafz arabi aur urdu translation ke saath ap k saman pase ker raha hu "QOOLOO INNAHU KHATAMUL ANBIYAA'I WA LAA TAQOOLOO LAA NABIYYA BA'DAHU" " Aye logo, nabi ko khaatam an nabiyyeen kahaa karo magar yih mat kahaa karo kih uskay ba'ad koie Nabi nahin"

    (Takmilah Majma'ul Bihaar, p. 85), (tafseer-ul-darulmanshoor lilsieutee jild#5 page is 204) (Saying of Hadhrat Aysha).es main lafaz Khaatam aur "laa nabiya ba'adee" donoun aajaatay hain. Iska saaf matlab hay kih Khaatam an nabiyyeen "Laa nabiyya ba'adi " say alag cheez hay. Khaatam an Nabiyyeen kaa matlab "Laa nabiyya ba'adi" nahi hay...
    yaad rakhho. Aik hadees hay jis main Ummal Momineen ko "Nisf mu'allimah e Deen" kaha giyaa hay kih usnay aadhaa deen sikhhaa yaa hay aur tamam sahaaba aur tamaam raavi aur pechlay 1400 Saal kay Tamaam Mujadideen bhi Hazrat Ayesha (RA) ki "Laa Baadi Nabiyyee" ki tashreeh-o-tafseer per labbaik kehtey kaheta raha kiya aap munkir hain Hazrat Ayesha (RA) ki "Laa Baadi Nabiyyee" ki tashreeh-o-tafseer se?? Umm-ul-Momineen Hazrat Ayesha Siddiqua (RA) ne ummat ko kisi qisam ke fitney ya confusion se bachaney ke liye 1400 saal pehley hi Nabi Kareem HAzrat Muhammad Msutufa (SA) ki HAdeeth-e-Mubarka main " Laa BAadi Nabiyyee.." yaani "Merey Baad koi Nabi Nahi" ke meanings jo kye hain
    تمام مسلمانوں کو السلام و علیکم

    اکبر بیگ صاحب آپ شاید وہی ہیں جن سے فیس بک پہ بھی میری بات ہوئی تھی کئی بار اور اب وہاں سے بھاگ کر یہاں آ گئے ہیں.
    میرا نام محسن اقبال ہے اوراگر آپ وہی ہیں تو ضرور پہچان گئے ہوں گے اور اگر وہ اکبر بیگ نہیں ہیں تو شاید میری غلطی ہے.


    جہاں تک آپ کے حوالے کی بات ہے تو جناب آپ کے حضرت عائشہ رضی اللہ عنہا کی ایک حدیث پیش کی.
    سب سے پہلے تو اپ کو چاہیے کہ اس کا مکمل حوالہ پیش کریں اور اس کی سند بیان کریں.


    آپ کی اطلاع کے لئے عرض ہے کہ یہ قول بے سند بیان ہوا ہے اور جیسا کہ آپ نے کہا کہ 1400 سال کے تمام مجددین حضرت عائشہ رضی اللہ کے اس قول پہ لبیک کہتے رہے ہیں تو برائے مہربانی سب سے پہلے اپ اس قول پہ مجددین کی تصدیق پیش کر دیں کہ کن کن مجدد نے حضرت عائشہ رضی اللہ کے اس قول کو صحیح قرار دیا ہے اور اس سے وہی مفہوم مراد لیا ہے جو آپ نے ابھی بیان کیا ہے.


    اور آپ نے جو تکملہ مجمع البحار کا حوالہ دیا ہے تو جناب حوالہ آدھا نہیں پورا دیا جاتا ہے. تفسیر در منثور کا حوالہ بھی اپ نے مکمل نہیں دیا.
    یہ لنک دیکھیں اس میں اس روایت کا جواب تکملہ مجمع البحار اور تفسیر در منثور کے اصل صفحات کے ساتھ دیا گیا ہے.
    اس کی سند پہ میں کوئی بات عرض نہیں کرتا وہ آپ کا کام ہے کہ اس قول کی سند کو صحیح ثابت کریں.

    شکریہ محسن اقبال


    حضرت عائشہ رضی اللہ کی روایت اور قادیانی دھوکہ

  9. #105
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Jazakallah Mohsin bhai ........
    Akbarbeg say may nay bhi boohat behas ki hai ORKUT per ...... le0.king kay naam say ...... or yeh hameesha ki terha aadhi baat karta tha ya copy paste karta tha ........ or mera sare SCRAP delete kardeta tha kay koi or qadiani ya koi or musalman perh kar mirza ki haqeeqat say waqif na ho jai .......

  10. #106
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    Quote akbarbeg said: View Post
    mohsin ikbal sahib maf kijiyega mujh kuch yad nhi hai ki aap se face book per keb bate hui thi ager aap mujh se face per bate karena chaheta hai to aap ka most welcome hai ab seb se paheli bate to yeh ki aap pahel yeh bataye ki aap ""hadith" kis ko kaheta us k bade yeh bataye ki Hazret Aiesha (ra). k qaul "QOOLOO INNAHU KHATAMUL ANBIYAA'I WA LAA TAQOOLOO LAA NABIYYA BA'DAHU" " k ke piesh-kerda "Khatim-un-Nabiyyeen", ke meanings se ikhtilaf kertey hain? aur kya aap yeh samajhtey hain keh tamaam sahaba-e-karam aur Hazrat Ayesha (RA) ke dermiyan lafz "khatim-un-Nabiyyeen" per ikhtilaaf tha ? ya jo aap 1400 k mujhdin k meanings ki bate ker rahey hain , un ki tashreeh-o-tafseer hazrat Ayesha ke tie kerda meanings se hat ker hai? aap en sawalo ka jawab do fir aage bate hogi
    to all muslims

    Akbar sahib naraz na hona aap ko daleel deny ka aor phir os pe behas karny ka tareeqa hi nahin aata.

    mien ne aap ki baat quote ki thi k aap ne hazrat ayesha(rs) ki hadees pesh ki lakin koi orignal page nahin pesh kiya,

    pehly to aap se mien ne ye kaha tha k es ki SANAD bayan karin. aor proof karin k ye sahi hay.


    doosri baat ye kahi thi k aap ka dawa hay 1400 saal k mujadideen es hadees se wohi murad lety hain jo aap ne bayan kiya lakin aap ne koi daleel di hi nahin.

    pehli baat aap 1400 saal k saary nahin sirf 5 mujadideen se woi sabit kar dain k wo es rewayat se wohi murad lety hain jo aap aor qadyani muraad lety hain.


    dossri baaat k aap ne takmala majma bihar ka aor tafseer durre mansoor ka hawala diya lakin baat mukamal naqal nahin ki. aap ne shayed ye books dekhi hi nahin hain balk apni jhuti site se copy paste kar k sirf naam likh diye hain.

    mien ne orignal pages pesh kiye k aap jo murad lety hain aor jo hawaly aap ne diye wo ulma os k khilaf hain.


    ab aap os ka jawab deny ki bajaye bas fazool post kar rahy hain.
    mien ne jo orignal pages pesh kiye hain kiya aap un ko tasleem karty hain ya nahin???????????aor un ki tasdeeq karty hain ya nahin???????


    aor hadees ko koun manta hay aor kiya murad hay ye filhaal aap rehny dai aysa na ho k aap ko LENY K DENY parr jayen aor mirza k hawaly dekh k aap parehsan ho jayen.,

    aap ne jo rewayat pesh ki es ko sahi sabit karin 1400 saal k mujadideen se aor baraye meharbani hawala mukamal pesh karin.

  11. #107
    i love sahabah's Avatar
    i love sahabah is offline Advance Member
    Last Online
    27th December 2022 @ 08:28 PM
    Join Date
    14 Jul 2008
    Location
    Chakwal
    Posts
    982
    Threads
    499
    Credits
    4,100
    Thanked
    409

    Default

    Quote akbarbeg said: View Post
    janab pahel aap mujh sirf etena beta de ki aap hadees kis ko kaheta hai ?? fir mai aap ko jawab deta hu
    to all muslims.

    akbar tum topic se bhaag rahy ho.
    aor mien ne kai baar kaha k post khatme nabuwt ya khatman nabyeen k bary mien sirf yahan karo lakin har topic pe tum aik hi post kar rahy ho.

    aor akbar hadees ki tashreeh aap kar do k aap k nazdeek hadees kisy kehty hain.

    mujhy pata hay k tumhary pass jawab nahin hay es liye tum topic ko tabdeel karny k liye sirf lafz hadees pe baat karna chahty ho.

    aik bilkul seedha aor asaan sa sawal hay k jo rewayat tum ne pesh ki hazrat ayesha(rs) ki os ko 1400 saal mien se sirf 5 mujadideen se sabit kar do... aor jo hawaly mien ne diye orignal pages k sath kiya tum os ko tasleem karty ho ya nahin.


    topic change karny ki koshish na karo.

  12. #108
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    اکبر بیگ تمہیں سمجھ نہیں آرہی کہ تم سے بار بار کہا جارہا ہے کہ ایک وقت میں ایک ٹاپک پر بات کرو ۔۔۔ اور جو سوال تم سے پوچھا جائے صرف اُس پر بات کرو ۔۔۔۔ لیکن تم وہی اپنے روایتی ضدی اور ہٹ دھرمی ما مستقل مظاہرہ کررہے ہو۔۔۔۔
    ہماری ماڈریٹرز سے اپیل ہے کہ وہ اکبر بیگ کو لاسٹ وارن کریں اور اس کے بعد بھی یہ اپنی روش نہ چھوڑے تو اسے بین کردیا جائے
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

Page 9 of 9 FirstFirst ... 6789

Similar Threads

  1. Qadiyani Aqaeed.. must read and spread.....
    By n2cute in forum Baat cheet
    Replies: 9
    Last Post: 17th May 2012, 02:12 AM
  2. Replies: 10
    Last Post: 24th February 2012, 04:34 PM
  3. mirzaie aur KHATM-E-NABUWAT
    By *KHAN*JEE* in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 21
    Last Post: 6th May 2010, 01:51 PM
  4. Replies: 2
    Last Post: 19th March 2010, 09:55 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •