karu-89 said:
@topicstarter
well janab ek baat yaad rakho hum na yazeed ko bura kah sakte hain aur na acha because hamain yazeed ke baare main kuch nahin pata ..... Ye sirf shia logon ne kahna start kiya kay yazeed bure hain ok
jis tarah shia yazeed ko bura kahte hain usi tarah hazrat abu bakr siddique ra , hazrat umer farooq ra , hazrat usman ghani ra , hazrat ayesha ra , hazrat hafsa ra ko bura kahte hain to jab wo ummul momineen aur sahaba karam ko bura kahte hain unhain galiyan dete hain to phir hum unki ye baat kaise man sakte hain kay yazeed bura tha ..............
Qayamat ke din jab allah hum se pochenge kay tum yazeed ko bura kahte the iska kya saboot tha tumhare paas to hum allah ko kya jwaab denge ????????
Bookmarks