Assalam-o-alaikum
Main ye janna chahta hon k mere pas China ka Iphone hai aur us main Wifi ka option kiya us wifi se main free net use kar sakta hon apne Iphone main agar aesa koi tareeqa hai to plz zaroor bataye ga
Assalam-o-alaikum
Main ye janna chahta hon k mere pas China ka Iphone hai aur us main Wifi ka option kiya us wifi se main free net use kar sakta hon apne Iphone main agar aesa koi tareeqa hai to plz zaroor bataye ga
agr ap k phone me wifi ki option hai to he kar sakty hen warna nahi
janab mujhe ye bata dijiye k wifi k through free main net kese use karte hain
Jee china mobile main wifi pehle hota he nahe hai agar ho be to woh is tarah kaam nahe karta jis tarah orignal karta hai.....
bhai jaan lagta hai k aap ne china ka iphone nahi dekha us main wifi hai
mere cousin ne Dubai se bheja hai aur usne kaha tha k dubai main wifi sahi kaam kar raha tha
main ne Pakistan main abhi tak use nahi kiya
agar kisi expert ko pata hai to plz mujhe bata de k wifi kis tarah use kar sakte hain free main
kitne ka liaa tha set ??
i mean pakistan me kitne tak ka hoga ??
wese china me zong or jazz ka free net nhe chalta,
to to
wire less kese chalay ga ??
Bhai Pakistan main to ye set 7 Thousand tak ka hai lekin mujhe Dubai se mere cousin ne bheja tha
Bas main ye janna chahta hon k is main WIFI chalega ya nahi
yar ap wifi ka use kar sakth ha.lakan app k pas wifi ki dives hony chi ha.
aur ager ap ka ghar ka as pas kisi k ghar ma ha to ap wifi k option ko (ON) kar k day.
aur ager per be nahi chal raha to us ghar k pas ga kar chak kary
Bookmarks