ans of 40B
ramzan k mahina hota hai sal nahi
1) sarasar aap he ka faida hay janab.
2)
Lunar calendar year main ramzan k 30 say zayada rozay nahi aa saktay
albatta.
English Calendar main, aik saal main 42 rozay aa saktay hain.
Ideal situation hay, jab bhee 1st january ko pehla roza ho ga, uss english calandar year main 42 Rozay aaen gay.
ya
jab 1st January ko 18th roza ho ga, uss english calendar main bhee 42 rozay aaen gay.
(iss ki waja yeh hay kay Lunar calendar main 10 din kum hotay hain, Solar Calender k mutabiq)
Sahi Jawab Yeh Lo MEri Taraf Se..............Shahbashi....
[IMG]http://i557.***********.com/albums/ss20/raz24726/raz24726itd-ns.png[/IMG]
Bookmarks