i want to know dat pic k size ko kasa kam kiya jata ha...kaie cam sa li hoe pics 5,6 mb ki hoti ha...un pics ko kb ma kasa kiya ja skta ha?
i want to know dat pic k size ko kasa kam kiya jata ha...kaie cam sa li hoe pics 5,6 mb ki hoti ha...un pics ko kb ma kasa kiya ja skta ha?
paint main opan karo phir jpg main save kar lo size kam ho jay ga
ya phir koi b imeg resize softwear us kar lo
bahie jaan sowft k naam bta da...ya link bata da jha sa mil jay ga
Paint me open kar ka Ctrl+W press karain aur uski resolution changer (kam) karain, aur Save karain, size kam hojaega.
اللہ سب سے بڑا ہے۔
Enjoy Lowest Calls to Pakistan.
bahie jaan yaa jo kaam ap bata rhaa aa ya kafi time takin ha,,,,,koie sowft batay js sa size chota o jay
ACDSee k kisi bhi version ma file open karo or resize kar lo. App ki marzi k mutabic kam ho ga.
Asan bhi ha or chand second may kam ho gai ga.
You can do it with ...
PhotoShop
PiX Resizer
Paint
آپ آسانی کے لئے یہ بھی استعمال کر سکتے ہیں
وزٹ کریں
http://www.itdunya.com/showthread.ph...87#post5770487
Bookmarks