Doston aj ek bari ahem Bat Share Karna chahta hoon apse Aj ke The News English akhbar main article hai ki America ne Pakistani Hakomat se Apne Jahazon ki maramat ke liye Jagan mangi hai .... ab ap soch rahe hongay ki is main hairani ki kia bat to soche zara ki America Afghanistan main jung kar raha hai to waha kyun nahi apna karkhana khola Pakistan main kyun khola America keh to raha hai ki Engineers aur Mechanics ayain gay par woh Log Agents hongaay jin ka ek bahut hi Shaytani mansooba hai yeh log Pakistan bhar main fasad karaingay aur betahasha tabahi machain gay aur yeh Pakistan ke Nuclear Weapons ko Disable karwane ke liye bahut aham hai kyunki America Israel ko Super Power banana chahta hai aur Israel Greater Israel Chahta hai jis ke raste main Pakistani Nuclear weapons ek pathar ki deear jaisi hai isliye yeh is pathar ki dewaar ko kamzoor karke torna chahta hain ab main ap ko Map dekhata hoon Greater Israel ka
To Ap Logon ne Map dekh lia ab is Map ko haqeqat bana ke liye woh ek Bari Jang larain gay jis main unki do kamzoori hai ek Muslim Itehad dosra Pakistani Nuclear Weapon kyunki apko Nuclear Bomb ki takat ka andaza hai isliye jo ap yeh Pakistan main Bomb attacks ka izafa dekh rahe hain
Mera Sirf yahi Kehna hai ki Is Paigham ko phelayain taki Pakistan America ko apni sarzameen par Unke Jahaz ki maramat ka Karkhana bane ke liye zameen na de aur Pakistan ko shadeed nuksan se bachaya jaye aur han apko pata hoga ki kaise Britishers ne Jehangir se ijazat le kar Deccan ki zameen kharidi thi aur phir British Ghulami ka wohi ek aham sabab bana tha to is bar yeh galti na hoye jo pehle hoi thi
Allah S.W.T pakistan aur Tamam Muslim mumalik ko Bakshe Ameen
Bookmarks