Aslam o alikom . main Adobe Photo Shop main ak picture ko edit kar raha tha aur os ki cutting karna ka baad ak aur Picture wahan pa la ka aya jo ak Khobsurt Place ki thi but jasa hi main wahan Edit ki hoi picture la ka jata hoon to edit ki hoi picture Senrie ki nisbat bari ho jati ha main na aur Senries ki pictures b try ki but wohi masla . Cutting ki hoi picture jasa hi la ka jao to Cutting ki hoi picture bari nazar ati ha main Cuting ki hoi picture ko chota kar ka lagana chahta hoon please kasa Chota karoon osa. please jaldi bata dain thanks
Bookmarks