chotoo ap ka zahin tez hai lekin kea hai ke yeh nishaana bi khata gea
admin hain na on ki jhar se darta hon
okk jeeeeeeeee...admin ne kon saa aaap ko ultaa latkaa kar marnaa hai
so agar iss se darte hain to main aap se pooch kar aap ke pitne ki waja nahin bantaaa....
abb khush
agar meherban hain to raaz mein kiun rakh rahey hain
bata dein naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
agar nahin batate to main yehi samjhoon gaaa ke aap ko pitaai ka darr hai
Bookmarks