Mujay asa software chahiya jis sa main adsl modem ki wireless pa jo password laga hota hai us ka pata kar sakoon.agar kisi ko pata hai tu plz help me
Mujay asa software chahiya jis sa main adsl modem ki wireless pa jo password laga hota hai us ka pata kar sakoon.agar kisi ko pata hai tu plz help me
app WIFI password ko crack karna cha rahye hoo na... asa hi hai ya tu Hacking ma aa jata hai or ITDUNYA ma Hacking sa rlated kouch b dena ya batana Allow nahi app google par search kar saKTYE HAIN
Pm Me For Cheap Voip Deals
Main apnay laptop sa wireless signal search karta hoon tu us sa jis b modem k signal caught karta hai jab main us ko connnect karta hoon tu us pa password laga hota aur asay software b haan jo k ya batatay haan k is ka password kiya hai ya us soft ware k zariya sa hum us modem k wireless signals use kar sakty haan mujay asa koi software chahiya.
Bookmarks