sallam kia hall hai sam members ka ....
ma aap sab IT user se ye malomaat lina cahta hon k server kasay banatay hain or speed kis tarha takseem kar k dosray user b use kar sakain
ager kise ko is k baray ma maloom hai to plz bata dain
meray pas DSL hai ma us se net working karna cahta hon plz ma intizaar kar raha hon aap sub doston k reply ka THANKS
Bookmarks