bhai mere purane android phone main aik app thi us main jab main roman urdu main type karta tha tau wo us ko ussi waqt real urdu main change kar daita tha. main usse sms karne k liyae use karta tha ... main us ka naam bhool gaya hon ... kia kisi ko us app k baray main maloom hai