assalam o aliakum


i m aftab ahmed kia kisi ko bahi nortan ghost ki bootable dvd banani aati h yani hum win install karke sari seting jo karni hain phir us ki image bana kar dvd m write karlain jb bhi win croupt ho dvd se boot kar wa kar wohi setting ke sath dobra win aajay