Results 1 to 10 of 10

Thread: Shab-e-kader

  1. #1
    atif_azeem is offline Senior Member+
    Last Online
    30th October 2009 @ 12:18 PM
    Join Date
    13 Oct 2006
    Posts
    39
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Shab-e-kader

    Aslam-o-alikum
    Attached Images Attached Images     

  2. #2
    IbnAbiSadiq's Avatar
    IbnAbiSadiq is offline Senior Member+
    Last Online
    4th October 2007 @ 12:41 AM
    Join Date
    12 Oct 2006
    Posts
    36
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

  3. #3
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Thumbs up

    Bohot Khub, Jazak ALLAH

  4. #4
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    Jazak Allah for the nice sharing brother....Aur Ibne AbiSadiq bhai, This is the first time, I came to know about this. Allah k Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam aik aisee baat ka kaisay hukm day saktay hain jiss ko baja laana hee na mumkin ho. Unho nay kaha k TAAQ rato main Shab-e-Qadr talash karo, agar aakhir say gintee karnay wali bat man lee jay, to Naoozubillah yah hukm to naqabile amal hee thaharta hay, kio k na to kisi ko bhee taq rato ka Ramzan khatm honay say pahlay pata hee nahee chal sakta to talash kaisay kia jay gaa. Asal matlab wahee hay jiss ko Ulema nay bayan kar dia hay k Taaq rato ka matlab, 21, 23, 25, 27, 29 Ramzanul Mubarik ki nights hain....
    And Allah knows the best..
    edited

  5. #5
    IbnAbiSadiq's Avatar
    IbnAbiSadiq is offline Senior Member+
    Last Online
    4th October 2007 @ 12:41 AM
    Join Date
    12 Oct 2006
    Posts
    36
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Shikair said:
    Jazak Allah for the nice sharing brother....Aur Ibne AbiSadiq bhai, This is the first time, I came to know about this. Allah k Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam aik aisee baat ka kaisay hukm day saktay hain jiss ko baja laana hee na mumkin ho. Unho nay kaha k TAAQ rato main Shab-e-Qadr talash karo, agar aakhir say gintee karnay wali bat man lee jay, to Naoozubillah yah hukm to naqabile amal hee thaharta hay, kio k na to kisi ko bhee taq rato ka Ramzan khatm honay say pahlay pata hee nahee chal sakta to talash kaisay kia jay gaa. Asal matlab wahee hay jiss ko Ulema nay bayan kar dia hay k Taaq rato ka matlab, 21, 23, 25, 27, 29 Ramzanul Mubarik ki nights hain....
    And Allah knows the best..
    Muhtaram , Nabi Alaihis Salaam nay farmaya keh "aakhri" ashray ki taq raton main. aur Ashra , hua min Ashr, ya'ni 10 dinon ki. Goya Aakhri 10 dinon ki taq raton main. Ab yeh kaisay pata chalay? to jaisa keh bataya keh ramadhan ki akhri taq raaton main Nabi (SAAW) , aur Sahabah (RAA) ka kya amal tha, keh har raat jag kar aur ibadat main guzartay thay.

    Rahi baat Amal karnay ki, to Allah ta'aala nay Shab-e-Qadar ko Makhfi rakkha hi is liyay hay keh banda ibadat karta hi rahay, ek makhsoos raat ko pakar kay na baith jaye. Is say yeh laazim nahin ata keh choonkay ma'loom karna na mumkin hay, to baat ghalat ho gayee, baat apni jagah drust hay. Samjhiyay to baat wazeh hay.

    Mu'takif ki to eid hi hoti hay, kyunkeh woh har raat ibadat karta hay, aur sota nahin. Is ki tafseel ba'az kutb main Mazkoor hay, jaisya Ahkamul Qur'an lil Jassaas aur Roohul Ma'ani waghairah ko dekh lain.

  6. #6
    atif_azeem is offline Senior Member+
    Last Online
    30th October 2009 @ 12:18 PM
    Join Date
    13 Oct 2006
    Posts
    39
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Aslam-o-alikum

    janab abnesadiq sahib mera sirf ek sawal hay aap ko kese pata chalay ga key chand 30 ka hay 29 ka nahi

  7. #7
    IbnAbiSadiq's Avatar
    IbnAbiSadiq is offline Senior Member+
    Last Online
    4th October 2007 @ 12:41 AM
    Join Date
    12 Oct 2006
    Posts
    36
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    janab abnesadiq sahib mera sirf ek sawal hay aap ko kese pata chalay ga key chand 30 ka hay 29 ka nahi

  8. #8
    mr_obaid's Avatar
    mr_obaid is offline Senior Member+
    Last Online
    18th December 2011 @ 03:20 AM
    Join Date
    07 Jul 2006
    Location
    karachi THE light
    Posts
    2,139
    Threads
    114
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    well done atif bhai bhut nice shairin ki hai
    farooq-o-hassan ka ranj hum kcuh kam nahi kartay,,
    haan mager sina-o-sir peet kar matam nahi kartay,,,
    kafir hain jo munkar hain hayyat-ush-shoda kay,,,
    hum zinda logo per matam nahi kartay.....

  9. #9
    mr_obaid's Avatar
    mr_obaid is offline Senior Member+
    Last Online
    18th December 2011 @ 03:20 AM
    Join Date
    07 Jul 2006
    Location
    karachi THE light
    Posts
    2,139
    Threads
    114
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    shukrya ibnsaqib bhai aap nay bhi ilm main kafe isafa kia

  10. #10
    Rahym.Zulfiqar.Aly is offline Member
    Last Online
    20th February 2010 @ 06:21 PM
    Join Date
    12 Jul 2008
    Posts
    1,913
    Threads
    243
    Thanked
    9

    Default

    ماشا اللہ، سبحان اللہ
    آپ نے بہت عمدہ اور بہترین باتیں پیش کی ہیں

Similar Threads

  1. Shab a barat
    By ABDULLAH. in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 3
    Last Post: 17th July 2011, 08:06 PM
  2. Shab-e-Meraj#1
    By ~*SEEP*~ in forum Hamd-o-Naat
    Replies: 7
    Last Post: 18th June 2011, 03:09 PM
  3. Her Shab Hai Shab-e-Qadar Ger Tu Hai Qadardan
    By Madni-munna in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 12
    Last Post: 28th July 2010, 12:49 PM
  4. Tera Tasawor, Shab Hama Shab
    By Doctor in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 3
    Last Post: 27th March 2010, 06:34 PM
  5. Ab K Is Eid Ki Shab
    By ^NajanyQ^ in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 12
    Last Post: 22nd September 2009, 11:30 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •