yaaar 100 wala zamana hai ab
30 rupes theek rahain gai
yaaar 100 wala zamana hai ab
30 rupes theek rahain gai
hahahaha shehnsha bhai ne dekh lya na
waisay jis tarh k shehnshah bhai tabsray krtay hain en ki fees 10 rupes bhi boht zyada hai
Mosoom Bhai kal hamen pakka koi na koi mashwara sunna parega...
yes i know kal shehnsha bhai es thread peh zaroor aa k apnay bai tukkay mashwroun se hum ko nawazain gai
hehehe
yaar agr koi samandar k kanaray se paani mai chhalang maray our shehnsha bhai keh dain k ab ye geela zaroor ho ga to ye to koi paishn goee na hoi
Inshalah pakistan asia cup jetay ga
Lover Place
yar tum log is theard main gap shap karna ae ho ya disicon dana kuch rham karo bro's yar please asa mat karo yar ya to gap shap k liya alag theard bana lo ok
InshaALLAH Asia cup Pakistan jetty Ga
Bookmarks