jab hum namaz parhne jaen or farz namaz ki start ki 2 rakat nikal jaen or ager hum unhain bad main parhen to us main khare ho kar kya parhna chahiye baqi ki do rakat main jo hum namaz khatam ho ne ke bad khare ho kar parhengy?

dost ye sawal ap apni us masjid ke imam se malum kare jis masjid may ap namaz parrte hay to zada acha hay warna ap sab ke jawab sun kar or pareshan ho jaye gay har koi apne apne tariqe se bataye ga jo ap ko samajh nahe aye ga imam sahab apko achay or asan tariqe se bata de gay,
*** subhanaklahuma parhein phir surah-Fatiha parh lein aur uske baad surat ***
ok
Bookmarks