Allah Pak ne apko aik tohfa dia he, Allah karey aap apni zaban se har waqt Khaliq-e-Kainat ki barhai bayan karte rahein. Ameen
Ji wo to hai lekin hr cheez k darmiyaan tawaazun hona chaahiye taraaweeh k baad mahaafil k liye nikalna parhta hai aur tilawat krke osi raat dur daraaz ka safar krke waapas aana parhta hai aur ye taqreeban roz ka maamool bn jaata hai isme kuch lachak bhi to honi chaahiye...

mera ye matlab nahi tha.
.
Aap apne aapko to taklif na pohanchaye. Dheke jahan tak apka stamina he wahan tak hi karein. Q apne aako taklie de banda.
.
Mana kar dia karein.
Bhai me to is cheez k khilaf hoon k agar kisi ki achi awaz he to phir ose chorna nahi. ?
Bookmarks