Aslam-o-alakum
doato maine ne net se e-bools download ki hain magar jab unhain open karta hoon to open with ki window aa jati hai in ki file type win RAR hai .maine Win RAR wale saftware se bhi extract karne ki koshis ki magar no ho saki .
ab aap se darkhast hai ke batayan ke main ye bools kaise extract karoon
shukaria