bohot umda adeel bahi
Wah g wah maza a gaya.........kya bt hai ap ki...Thanx adeel bhai..
Nice Sharing Adeal bro, You are the King of SMSc Seeker :haha: keep it up "wink:
Yaar azhar mughe apki baat bilkul samej nahin a rahi.
adeel bahi baat yah ha k main aap ka phaly wala smsc telenor roaming pay use kar ra tha na and after 3 days mari wo sim block ho ge jab telenor walo ko mail ki they said k aap 2100 jama karvain tu aap ka number activate ho ga
ab maray pass ufone ki sim ha ab yah poch ra hon k kia is pay use karun yah smsc yah tu ni block ho ge na
q k 1 bhai said k telenor pay free smsc laga but unka message center number default hota ha is lia pukara jata ha
ab smaj i ha??
Azhar bhai prepaid par apko koi nuksaan nahin hota.
Post paid main apko bill jama karwana hota hai so aap unke hath a jate hain.
So wo apko jarmana karte hain.
You try my dear agar ufone par work karta hai toh do it.
Koi zarurat nahin 2100 jama karwane ki agar sim apke apne naam par hai toh unke ofice main ja kar un sa raabta karo aour kaho for what reasons aapne meri sim block ki hai.
Apni service ko behtar karo jo kamzor hai aor hack ho jati hai.
Bookmarks