Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 28

Thread: 2 Eiden

  1. #1
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

  2. #2
    aadeee is offline Senior Member+
    Last Online
    11th August 2011 @ 04:27 PM
    Join Date
    29 Apr 2010
    Age
    34
    Posts
    61
    Threads
    9
    Credits
    945
    Thanked
    5

    Default

    beshak 2 eiden hain islam mein.. magar aap khud sochen.. k agar Humare Pyare Nabi (Sallallaho Alaihe Wasallam) ki wiladat nahi hoti tou kya hum ye 2 eiden mana paate..
    Allah Hum sub ko hidayat de.. Aameen..

  3. #3
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote aadeee said: View Post
    beshak 2 eiden hain islam mein.. Magar aap khud sochen.. K agar humare pyare nabi (sallallaho alaihe wasallam) ki wiladat nahi hoti tou kya hum ye 2 eiden mana paate..
    Allah hum sub ko hidayat de.. Aameen..
    pyare nabi sallalaho aleh wassalam ki ita'at aur farmanbardari se hee hum jannt tak ja saktey hain..us keliye hume sirat e mustaqeem per chalna hoga...na ke terhey merhey raston per... Sirat e mustaqeem quran ,, ahadees jo ke mustanad hain ,, sahaba ka ijmaa waghera hai... Man pasand kaam aur man gharat kaam deen ka hissa na kabhi they na honge agrchah unhe samajh lia jaaye.

  4. #4
    shanik is offline Senior Member+
    Last Online
    18th March 2017 @ 02:31 PM
    Join Date
    15 Aug 2009
    Age
    46
    Posts
    292
    Threads
    14
    Credits
    1,117
    Thanked
    38

    Default

    wallahu ta'ala alam wa rasuluhu alam

  5. #5
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    JAZAKALLAH bahyee bhut hi achi aru mukhtasar sabak amoz sharing.. wakye nabi pak PBUH ke sunat tareekon me aur sahaba karam RA ki nakshe kadam per hcalen se duinya aur akhierat ke kamiyabi he . JAZAKALLAH 4 sahring

  6. #6
    dil wale's Avatar
    dil wale is offline Senior Member+
    Last Online
    19th April 2013 @ 02:36 AM
    Join Date
    03 Mar 2010
    Age
    39
    Posts
    3,627
    Threads
    56
    Credits
    0
    Thanked
    183

    Default

    Quote reehab said: View Post
    jazakallah bahyee bhut hi achi aru mukhtasar sabak amoz sharing.. Wakye nabi pak pbuh ke sunat tareekon me aur sahaba karam ra ki nakshe kadam per hcalen se duinya aur akhierat ke kamiyabi he . Jazakallah 4 sahring
    ameen

  7. #7
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Reehab said: View Post
    JAZAKALLAH bahyee bhut hi achi aru mukhtasar sabak amoz sharing.. wakye nabi pak PBUH ke sunat tareekon me aur sahaba karam RA ki nakshe kadam per hcalen se duinya aur akhierat ke kamiyabi he . JAZAKALLAH 4 sahring
    Quote dil wale said: View Post


    ameen
    Ameen....Shukriya

  8. #8
    aadeee is offline Senior Member+
    Last Online
    11th August 2011 @ 04:27 PM
    Join Date
    29 Apr 2010
    Age
    34
    Posts
    61
    Threads
    9
    Credits
    945
    Thanked
    5

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    pyare nabi sallalaho aleh wassalam ki ita'at aur farmanbardari se hee hum jannt tak ja saktey hain..us keliye hume sirat e mustaqeem per chalna hoga...na ke terhey merhey raston per... Sirat e mustaqeem quran ,, ahadees jo ke mustanad hain ,, sahaba ka ijmaa waghera hai... Man pasand kaam aur man gharat kaam deen ka hissa na kabhi they na honge agrchah unhe samajh lia jaaye.
    Sirjee baat 2 eidon ki horahi thi.. ita'at, farmanbardari, jannat aur na he siraat-r-mustaqeem ki..
    kya bura hai agar log jashn-e-wiladat (Sallallaho Alaihe Wasallam) manate hain?? Quran khuwani kerwate hain,, roza rukhte hain.. ghareebon ko khana khilate hain.. ache kapre pehente hain.. chiragaan kerte hain.. hazaron lakhon durood-o-Salaam parhte hain.. Nabi ki wiladat k waqt jo moajizay huay un ko yaad kerte hain..
    aap ko pata hain k kya kya moajize huay jub Humare Nabi (sallallaho alaihe wasallam) is dunia mein tashreef laaye thay..??
    main firka parasti nahi kerraha,, main sirf wo bata raha hun jo kuch mere ghar mein rabi-ul-awwal mein hota hai aur Allah ka karam hai hum per q k hum Allah k Mehboob (Sallallaho Alaihe Wasallam) ki wiladat manate hain..
    baraye meherbani apni ana ka masla na banayen..
    shayad mujhper banned lag jaye meri is post k baad.. agar mujh per laga tou mujhe 100% yaqeen hojayega k aap logon ko such ka samna kerne ki taaqat nahi hai..
    mujhe suna de koi wiladat-e-Rasool (Sallallaho Alaihe Wasallam) k waqiyat.. aur sath sath ye bhi bataden k agar humare Nabi (Sallallaho Alaihe Wasallam) ki wiladat na hoti tou kya hum ye 2 eidein mana paate??
    main muntazir hun..
    Wassalamu Alaikum..

  9. #9
    asimmithu's Avatar
    asimmithu is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2021 @ 07:32 PM
    Join Date
    07 Mar 2010
    Location
    Gujrat
    Posts
    91
    Threads
    18
    Credits
    89
    Thanked
    24

    Default

    ماشاءاللہ بھائی بہت اچھا لکھا ہے، بےشک دین اسلام میں دو ہی عیدیں ہیں جو کہ سنت رسول علیہ السلام سے ثابت ہیں۔
    ایک مسلم ہونے کے ناطے ہم سب کا فرض بنتا ہے کہ دین اتنا ہی لیں جتنا ہم کو نبی علیہ السلام دے کر گے تھے اس میں اپنی طرف سے اضافہ نہ کریں۔ یا کسی اور نے اگر اس دین میں اضافہ کیا ہے تو اس کی بھی بات نہ مانیں۔ وہ چاہیے کوئی بھی کیوں نہ ہو آخر وہ بھی امتی ہی ہے اس کی بات کے مقابلے پر ہم نبی علیہ السلام کی بات کو مانیں گے۔
    اللہ ہم سب کو حق بات کے قبول کرنے کی ہمت دے آمین

  10. #10
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    janab aadee bro ap ki soch ghalt hai ke banned lag jaaye..aise nahi lagta banned haan zid hat dharmi badtameezi mein koi yahan ke rules torey to usey team ban kartee hai.

    ab main yahan detail nahi karun ga bec mujhe karne ko aur kaam bhi hain makar mukhtasaran yeh ke HAZOOR PAAK SALLALAHO ALEH WASSALAM ki weladat basa'adat se kon hai jo khush nahi hota ?? sub hee khush hote hain magar jo kam hume ISLAM mein karne ko kahe gaye hain wohi karen ge to Nijat hai.. aur jo kaam DEEN mein nahi beshakk saari umar karte rahen nek samjhen acha samjhen leken woh deen nahe banen ge... shirk ke baad bidhat aisa gunah hai jo maaf nahi hoga... aur hume ahadees se yehi milta hai ke RASOOL E KHUDA SALLALAHO ALEH WASALLAM ne shirk aur bidhaat se sakhti se mana farmaya...

    main yahan kisi se behes waghera nahi karna chahta na karun ga.. magar dosron se bhi yehi kahun ga ke behes waghera se ijtenab karen..Shukriya

  11. #11
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    janab aadee bro ap ki soch ghalt hai ke banned lag jaaye..aise nahi lagta banned haan zid hat dharmi badtameezi mein koi yahan ke rules torey to usey team ban kartee hai.

    ab main yahan detail nahi karun ga bec mujhe karne ko aur kaam bhi hain makar mukhtasaran yeh ke HAZOOR PAAK SALLALAHO ALEH WASSALAM ki weladat basa'adat se kon hai jo khush nahi hota ?? sub hee khush hote hain magar jo kam hume ISLAM mein karne ko kahe gaye hain wohi karen ge to Nijat hai.. aur jo kaam DEEN mein nahi beshakk saari umar karte rahen nek samjhen acha samjhen leken woh deen nahe banen ge... shirk ke baad bidhat aisa gunah hai jo maaf nahi hoga... aur hume ahadees se yehi milta hai ke RASOOL E KHUDA SALLALAHO ALEH WASALLAM ne shirk aur bidhaat se sakhti se mana farmaya...

    main yahan kisi se behes waghera nahi karna chahta na karun ga.. magar dosron se bhi yehi kahun ga ke behes waghera se ijtenab karen..Shukriya
    Agreed bilkul theek kaha aap ne. bahas ke bajey akli daleel se kaem le to yeh kuch na ho. ALLAh pak sub ko shirk aru biddat se bachae ameen

  12. #12
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote asimmithu said: View Post
    ماشاءاللہ بھائی بہت اچھا لکھا ہے، بےشک دین اسلام میں دو ہی عیدیں ہیں جو کہ سنت رسول علیہ السلام سے ثابت ہیں۔
    ایک مسلم ہونے کے ناطے ہم سب کا فرض بنتا ہے کہ دین اتنا ہی لیں جتنا ہم کو نبی علیہ السلام دے کر گے تھے اس میں اپنی طرف سے اضافہ نہ کریں۔ یا کسی اور نے اگر اس دین میں اضافہ کیا ہے تو اس کی بھی بات نہ مانیں۔ وہ چاہیے کوئی بھی کیوں نہ ہو آخر وہ بھی امتی ہی ہے اس کی بات کے مقابلے پر ہم نبی علیہ السلام کی بات کو مانیں گے۔
    اللہ ہم سب کو حق بات کے قبول کرنے کی ہمت دے آمین
    Quote Reehab said: View Post


    Agreed bilkul theek kaha aap ne. bahas ke bajey akli daleel se kaem le to yeh kuch na ho. ALLAh pak sub ko shirk aru biddat se bachae ameen
    Jazak ALLAH

Page 1 of 3 123 LastLast

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •