Bhaioo Aslam o Alakum.
Meray pass PIII 933 Mhz,256 Ram,815 Intel board aur IBM desktop pc hey.last 10 din say ik problem bar bar aa rahi hey. every time when i start my pc it goes to in a screen that says in which mode u want to run,safe mode,network mode,last config or run normally.mein nay sub ko select kar kay dekha hey winow run normally aur dosron sub ko b lakin pc start nahi hota.aur bar bar restart ho k yahi screen dekhata hey.4 ya 5 dafa restart honay k baaad phir normaly khund hi run hota hey.window start honay k baad kisis time bi may b 5 mint baad ,may b 2 hour k baad pc restart ho jata hey.aur phir normal chulta hey.mein nay new window 4 dafa seprate cd,s say install kar kay dekhi hein,complete hard disk format ki hey,bios ko reset kar kay dekha hey.lakin problem hal nahi ho raha.please mujay is k bary mein information dein.
Allah aap ko khush rakhay.Ameen
Naveed Bhai from Multan