Jazakallah nice sharing
Ohhooo Bhai
Jihad ka Hukam kaheen nahin aaya
Wahi to me kahun ka jihad ka zikar
Quran me hai na Hadees me Phir
ye saaray dehshat gard kis Quran ki
baat krte hain...,,,
Or aaj to aap neh Confrim bhi kr
diya k Quran me jihad ka Zikar nahin
aya,,,,
ALLAH PAK ap ko iska ajar Ata farmae
Ameen Ya Rabul AlaMeen
Wo musalman nahi ho sakta Jo Jihad Ka Inkar karey kyun k jihad ka zikar quran mein 450 ayat se b ziyada hai aur beshumar ahadees-e-nabwi jihad k mutaliq hein. is liye jis cheez ki farz hona quran-o-hadees mein mojood ho wo phir ta qiyamat taq rehy gi. jihad namaz ki tarhan farz hai jis tarhan namaz k bagair koi musalman nahi usi tarhan jihad ko tark kar k koi musalman nahi ho sakta kyun kjihad Anbiya ki suanat hai jis tarhan dawat anbiya ki sunat osi tarah jihad b mere Piyare Nabi(saw) ki azeem sunat hai Mere Piyare Nabi(saw) ne jihad kia zakham khay aur apni azeem sunat ko umat mein muntaqil kia mein sahaba karam ne jihad mein apni jane qurban kien lekin jihad karna na chora kyun k unhein jihad ki azmat aur shahadat ki mubarik mazal ka pata tha k is k bad kis zidagi mein chaly jaein gy k qiyamat taq zinda rehein gy un shaksiyat pe mein heran hota hon k NABI(saw) ne jihad ka hukam dia tu sare sahaba chal pary aur un mein langry b thy un maoon ki azmat ko salam jinhon ne apny masoom bachon ko jihad mein qurban hone k liye paish kar dia unhein ne jhad ki sunat ko mehfooz kia aaj hum safaid kaprey pehn kar halway khaty hein aur ye samjhty hein k hum Nabi(saw) ki sunat pori kar rehy hein agar halwa khana sunat hoti tu sahaba ne ye sunat kyun na apnai unhein kia zaroorat thi takleef uthany ki theek hai safaid kapry phenana b sunat hai lekin in kapron par jihad mein zakham kha kar apny khoon se rangna b sunat hai humein kyun ye sunat yad nai ati hum kyun sheitan k dhoky mein pary huay hein. Ay Allah agr hum is tarah jihad k baghair rehy tu phir hum se bara gustakh koi nahi. Ya Allah Mujhay Maff farma dena nahi tu kal qiyamat k din NABI(saw) se samna hoga tu kia jawab don ga k mein ne JIHAD k faraz honey ko biyan nahi kia Ay Allah mujhay Apni Rah mein shahadat ka rutba naseeb farma.Ameen
Hadees-e-Pak ka Mafhoom hai:
"JO SHAKS MAR GAYA AUR JIHAD NA KIA AUR JIHAD KA KHIYAL B KABI NA AYA TU IS KI MOUT AIK QISAM KI NIFAK PAR HUI"
waisy mein ne jo thread b is topic pr kiya aksar admin delete kar dety hein.
Last edited by wahidawan; 1st July 2010 at 11:23 AM.
جزاک اللہ خیراً
Bookmarks