mere computer mein bahot sakht virus hai muje kisi ne bataya tha k hard disk k sath jo pinein lagi hoti hein muje uss ka name tau nai yaad aa raha but uss name mein back lagta hai kuch essi tarha lafz ussy kehty hein.k agar unki jagha appas mein change ka di jayen tau virus jitna bhi sakht ho ya tau kamzoor ho jata hai ya khatam q k hard disk k ussi part mein virus hota hai............kia yeh baat sach hai agar haaaan tau easa karne se hard disk pe assar tau nai parta plzzzzzzzz agar kisi ko pata hai tao wo bata dain.
Bookmarks