MAI AIK WEEKLY DOCUMENTARY KA AAGAZ KAR RHA HOON JO SUNDAY KE SUNDAY UPLOA HO GI
==>TANKEED KA HAQ SAB KO HAI MAGAR ALFAAZ MAI NARMI RAKHIYE GA
==>MAI SIRF GENERAL BAAT KAR RHA HOON ISS KA KOI KISI KI HIMAAYAT NHI
==> (TO ADMIN) MAI POORI KOSHISH KARU GA TAMMAM KI TAMAAM RULES AND ORDER KE KHILAAF NAA JAYN

Aslam-u-Alikum dua karta hoon tamaam dost achy honge. Aaj mai yaha apni pehili koshish le kar aaya hon umeed hai aap ko pasand aay gi
Aaj mai aik mulk ke bary mai discuss karo ga jis ka naam hai “Paleatine (falasteen)”
Hum sab janty hai iss ke mojuda halat ke baary mai. mgr phir bhi kuch swal aisay hai jin ka jawab hum mai se zyada tar ke pas nhi hai maslan
Aakhir howa kia thaw ha wo log kiu major hain
To chaliye history mai back,,… mgr zyada nhi kiu ke topic bore ho jay ga
Baat karyn ge 1517 -1917 tak tamaam arab turkey ka hisa thy. Pehli jang-e-azeem (1914-18) mai turkey Germany ka saath de rha tha. Halat ne Germany ko shikast dila di. 1916 tak turkey ke southen(janoobi) ilako per France or Bartania ka qabza ho chukka tha.
Qabza kiye gaye ilako ki kaqseem kuch iss tarha ki gai
Lebanon orr Syria(shaam) ko franc eke hawaly kar dia gaya
Dosri taraf Palestine (Jordan Israel orr west bank(magrabi kinaara)) bartania ke hawaly kar dia gaya
November 1917 mai bartania ne yaha jaws(yahoodi) hakoomat ka ilaan kar dia iss ke sath ye bhi dehaan me rakha jay ke jaws pehly hi bari tadaad mai falasteen aana shuru ho chuky thy. Iss tarha yaha
1923 mai 75% area mai arab hakoomat ka ilaan “Trans Jordan(across the river)” ka ilaa kar dia
dosri taraf 25% ka koi proper faisla naa kia gaya
ab tak job hi tention hai wo issi 25% area mai hai. Iss area mai abhi bhi batania ka control tha mgr sirf naa ahli ki had tak. Yha islam orr yahood mai tention paida hoo gai jews ne muslmaso pe zulm dhana shuru kar diye. 1929 mai orr phir 1936-39 mai jews kis muslamno ke saath jand orr bartania ki hamooshi se wazyha ho gaya ke baa tab uss ke bas se bahar ho chuki hai
29 November 1947 mai U.N.O ne aik plan dia jiss ke zariye wo iss 25% hisaa ke wo illaky ko do hisy karny ki bat ki iss mai se wo ilaqy jin mai muslmaan zyada thi unn ko Trans Jordan orr baki ko jewish Palestine mai shaamil kar dia. Jews maan gay magar arab ne pory palistine per hakomat ki khaeaish zahir ki kiu ke wo takseenm iss tarha kit hi ke iss hisy ke musalmaan hamesha jews ke zulm sehty
14 May 1948 mai jews ne ne apna aik alag mulk ka ilaan kar dia orr isse Israel ka nam dia. Iss per Egypt, Jordan, Syria, Lebanon, Saudi Arabia, Iraq and Yemen ne api afwaj iss hakoomat ko girany ke liye bhaij dyn. 1948-49 ka natija ye howa ke U.N.O ke plan se bhi zyada area jews ke qabzy mai chala gaya orr issi tarha ye ye silsla tab se aab tak chala aa rha hai or maloom nhi kab tak chaly ga

www(dot)youtube(dot)com/watch?v=qUbaZ6oQdB4

NEXT WILL BE ON "FOOTBALL" UPLOAD WILL BE ON 10-07-2010