Results 1 to 11 of 11

Thread: degree degree hi hoti hai :D

  1. #1
    maryam44's Avatar
    maryam44 is offline Senior Member+
    Last Online
    30th June 2012 @ 02:02 PM
    Join Date
    06 Jul 2010
    Location
    lahore
    Posts
    115
    Threads
    4
    Credits
    955
    Thanked
    10

    Default degree degree hi hoti hai :D


    hamaray PARHAY LIKHAYhukmaranon k aqwaaaal bhi sunehri huroof se likhay janay k qabil hi hotay hain..


    ab Nwab Aslam Raisani sahb ka qaul hi mualhaza farmain..

    farmaty hain degree degree hi hoti hai chahay asli ho chahay jaa'li...


    is se barh k muzhaka khaiz bayan kia ho ga



    no more comments q k "DEGREE ,DEGREE HI HOTI HAI"
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    karachi1234 is offline Senior Member+
    Last Online
    27th April 2016 @ 10:13 AM
    Join Date
    07 Jan 2010
    Location
    I live In Lyari Town Karachi City
    Gender
    Male
    Posts
    1,542
    Threads
    232
    Credits
    0
    Thanked
    17

    Default

    yes sir you are right saying sir

  3. #3
    Join Date
    01 Feb 2009
    Location
    Thandi Hawaaon
    Gender
    Male
    Posts
    1,790
    Threads
    199
    Credits
    991
    Thanked
    332

    Default

    Is Shakhs Ne To Hamare Quetta Ka Bura Haal Kar Rakha Hai

    Pata Nahin Kaise Wazere Aala Ban Gaya Ye

    Yahan Sub Isay Chor Kehte Hain
    پھر میں نے خود کو دیر تلک لکھا پاگل آوارہ

  4. #4
    kashiji is offline Senior Member+
    Last Online
    5th February 2012 @ 08:18 PM
    Join Date
    02 Jul 2010
    Age
    38
    Posts
    143
    Threads
    20
    Credits
    0
    Thanked
    14

    Default

    Haha Very Funny... Asal mai Qasoor hum awam ka hi hai, Warna esay logoon ki kya majal jo hum par hukamrani karay...

  5. #5
    maryam44's Avatar
    maryam44 is offline Senior Member+
    Last Online
    30th June 2012 @ 02:02 PM
    Join Date
    06 Jul 2010
    Location
    lahore
    Posts
    115
    Threads
    4
    Credits
    955
    Thanked
    10

    Angry

    Quote karachi1234 said: View Post
    yes sir you are right saying sir
    sir

  6. #6
    Fahadii's Avatar
    Fahadii is offline Member
    Last Online
    8th January 2013 @ 04:28 PM
    Join Date
    02 May 2009
    Location
    Pakistan
    Posts
    3,376
    Threads
    194
    Thanked
    262

    Default

    isi baat ka to afsos ha maryam44 me nay parh likh kar mehnat kar k Gradution ki thi ore job k lia bohat kosish ki but nahi mili, ore dosri taraf log jaali degree par wazeer ban jatay hain, pakistan ma koi value nahi ha mehnat ki, koi qadar nai ha yahan taleem ki.......
    degree degree hoti ha chahay jalee ho ya aslee yeh kehtay waqt us khabees ko yeh khayal nai aaya k parh likh kar mehnat kar k jo degree milti ha woh aslee ha ore mehnat say milti ha jab k jalee degree ka kya ha eik kaghaz par bana lo naqal ore kya
    kasa mulk ha yeh pakistan ? islami mulk aasa hota ha ? aasay hotay hain musalmaan ?
    pakistan ma koi qadar nahi taleem ki, mehnat ka sila nai milta, isi lia pakistan k zaida parhay likhay log bahir chalay jatay hain..... jahan unko mehnat ka sila milta ha

  7. #7
    maryam44's Avatar
    maryam44 is offline Senior Member+
    Last Online
    30th June 2012 @ 02:02 PM
    Join Date
    06 Jul 2010
    Location
    lahore
    Posts
    115
    Threads
    4
    Credits
    955
    Thanked
    10

    Default

    Quote Fahadii said: View Post
    isi baat ka to afsos ha maryam44 me nay parh likh kar mehnat kar k Gradution ki thi ore job k lia bohat kosish ki but nahi mili, ore dosri taraf log jaali degree par wazeer ban jatay hain, pakistan ma koi value nahi ha mehnat ki, koi qadar nai ha yahan taleem ki.......
    degree degree hoti ha chahay jalee ho ya aslee yeh kehtay waqt us khabees ko yeh khayal nai aaya k parh likh kar mehnat kar k jo degree milti ha woh aslee ha ore mehnat say milti ha jab k jalee degree ka kya ha eik kaghaz par bana lo naqal ore kya
    kasa mulk ha yeh pakistan ? islami mulk aasa hota ha ? aasay hotay hain musalmaan ?
    pakistan ma koi qadar nahi taleem ki, mehnat ka sila nai milta, isi lia pakistan k zaida parhay likhay log bahir chalay jatay hain..... jahan unko mehnat ka sila milta ha
    g baja farmaya ap ne

  8. #8
    arifalistar is offline Junior Member
    Last Online
    8th July 2010 @ 07:05 PM
    Join Date
    07 Jul 2010
    Age
    35
    Posts
    4
    Threads
    0
    Credits
    818
    Thanked: 1

    Default

    Buhat afsuss ka mukam hai is wazir ki degree p b muje shak hota hai.

  9. #9
    usmancca's Avatar
    usmancca is offline Advance Member
    Last Online
    29th September 2021 @ 12:34 AM
    Join Date
    29 May 2010
    Location
    faisalabad
    Age
    38
    Posts
    1,590
    Threads
    99
    Credits
    1,488
    Thanked
    52

    Default

    hamara

  10. #10
    arsalahmed's Avatar
    arsalahmed is offline Senior Member+
    Last Online
    10th December 2014 @ 01:20 AM
    Join Date
    07 Feb 2010
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    205
    Threads
    52
    Credits
    950
    Thanked
    21

    Post Kya Bat Ha

    Aisa Wazir-e-ala Khane Lage to Pir To Parhe Likhe Logo Ka Kya Faida.

  11. #11
    saad15 is offline Junior Member
    Last Online
    8th July 2010 @ 09:42 PM
    Join Date
    08 Jul 2010
    Age
    36
    Posts
    3
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    waqia ALLAH hi hafiz hai hmara

Similar Threads

  1. Solved Help about degree
    By RM Asim in forum Solved Problem (Education)
    Replies: 24
    Last Post: 10th September 2015, 10:23 AM
  2. M.COM Degree
    By Rizwan Anjum in forum Educational Discussion
    Replies: 0
    Last Post: 14th June 2014, 10:53 AM
  3. Which is the best degree.
    By JAM ZEESHAN in forum Educational Help
    Replies: 3
    Last Post: 8th September 2012, 11:35 AM
  4. Degree
    By mohtasham564 in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 9
    Last Post: 14th April 2012, 04:40 PM
  5. B.ed degree help
    By wahumair in forum Educational Help
    Replies: 1
    Last Post: 2nd March 2011, 10:44 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •