Aoa... Dosto mera aik dost jo keh uae main hota hain..aur aksar hamaray sath yahoo pay chat karta rehta hain ....aur woh wahan pay wifi use kar raha tha..jo un k office main laga howa tha .jisay woh apnay pc aur mobile dono par use kar raha tha... Ab wahan par un k office walon nay koi aisa system kiya keh voice chat nahi ho sakti ..mobile aur pc do par ...kiya koi aisa tareeqa hain jis k zariye say voice chat ki jasakay. . . . . . . . .
Bookmarks