Page 1 of 5 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 56

Thread: Aurat Or Mard Ki Namaz Main Farq!!!!

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    24 Dec 2005
    Location
    HELL
    Age
    38
    Posts
    637
    Threads
    77
    Thanked
    0

    Arrow Aurat Or Mard Ki Namaz Main Farq!!!!

    Assalam O Alikum
    Attached Images Attached Images   

  2. #2
    Join Date
    24 Dec 2005
    Location
    HELL
    Age
    38
    Posts
    637
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Last Pages
    Attached Images Attached Images   

  3. #3
    ummati92 is offline Junior Member
    Last Online
    30th April 2006 @ 06:33 PM
    Join Date
    20 Mar 2006
    Posts
    15
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    jazak ALLAH bhai aap ny bohat khooob wazaht farmai :rose:

  4. #4
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    I will not have much time for many days. Inshah Allah, I will write on this topic too. Laiken Irfan Bhai, aap nay jitnee bhee books k references diay hain, woh FIQAH ki books hain HADEES ki nahee hain. Aur jo Ahadees bayaan kee gaee hain, Woh Zaeef hain. Abhee main yah baat Daleel say nahee kah raha, laiken Inshah Allah jab mujjhay office ki masroofiat say time milay gaa do weeks tak to main Dalayal k saath Inn Ahadees ko Zaeef Sabit karoon gaa.

    Mard aur Aurat ki nimaaz main TAREEQAY ka koi bhee farq kisi sahee Hadees say nahee milta hay. Albatta namaaz say pahlay aur baad ka aur kuch imamat waghaira ka farq zaroor mojood hay.

    Maslan, libaas ka farq hay, aurat aurto ki imamat karwatay hoay saff k darmian main kharee hotee hay, issi tarah agar imam bhool jay to mardo ko Subhan Allah kah kar aur Aurto ko TALEE Baja kar imam ki ghaltee ko wazih karna chahiay.

    Iss tarah k farq to mojoood hain, laiken aurat k sajda, tashahud, qayam, hath bandhnay k maqaam aur haath uthanay k maqaam main kaheen koi farq nahee hay.

    Sahee Bukhari main bohat famous Hadees hay k "Namaz aisay parho jaisay mujhay parhtay hoay daikhtay ho". Yah Hukm mardo aur aurto k liay aam hay.

    Yah sirf Mukhtasar wazahat thee, Inshah Allah iss topic par issi thread main main Dalayal k saath Mardo aur Aurto ki nimaaz main Farq ka naa hona Sabit karoon ga!!!!

    Mujhay umeed hay k irfan bhai bhee sahee ahadees ko daikh kar apnay zehan ko theek kar lain gay, kio k main aap ko to jaanta hee hoon itdunya main. Aap Mashah Allah, Sunnat k shaidaee hain. Uss waqt tak k liay cheers....

    Wassalam,
    Muhammad Shakir
    Last edited by shikary; 25th March 2006 at 08:10 PM.
    edited

  5. #5
    ummati92 is offline Junior Member
    Last Online
    30th April 2006 @ 06:33 PM
    Join Date
    20 Mar 2006
    Posts
    15
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote shikary said:

    gi bilkul ab aapki zuban mubarak se in ahadeeth k bary main zaeef ka lafz nikal chuk hy to aap zaroor bilzaroor in ko zaeef sabit kar k hi dum lain gy chay is kiliy aap ko kitna hi time barbaad kiuon na karna pary...?

  6. #6
    NINJA_SHOW's Avatar
    NINJA_SHOW is offline Senior Member+
    Last Online
    28th March 2010 @ 06:47 PM
    Join Date
    18 Jan 2006
    Posts
    332
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Assalamualikum !!
    thats what i was tinking ... but not getting much tym to write something .. as Shikary jee is here .. so he would post some good info i think

  7. #7
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    great sharing IFRAN

  8. #8
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Aurat Aur Mard Ki Namaaz!!!!

    I'm 100 percent agree with shakir bhai.
    Attached Images Attached Images     
    "O you who believe! Be patient, and excel in patience, and remain steadfast and fear Allah, that you may be successful." [3:200)
    Allaah Subhana Wa Taala say dua hay k hamain haqq Waalay Rastay (SIRAAT-E-MUSTAQEEM) per chalnay ki tufeeq ata Farmai. Ameeeeen

  9. #9
    Noman Khan is offline Senior Member+
    Last Online
    26th September 2014 @ 01:54 AM
    Join Date
    30 Nov 2005
    Posts
    1,117
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    MASHA ALLAH bhai
    bohat hi zabardast janab
    bohat hi khoob
    wel done

    meri sirf aik guzarish hai plz

    ab eis bat per koi aik dosrey per ter bazi na karey
    bus apne dalayl day aur

    baki manna ya maanna samne waley ke uper hai

    kisi ko galat lagey to sorry
    keep it up
    ALLAH HAFIZ
    السلام وعلیکم
    ASSALAM_O_ALIKUM Hw R U Friends

  10. #10
    asifyameen's Avatar
    asifyameen is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd October 2009 @ 09:17 PM
    Join Date
    13 Feb 2006
    Posts
    312
    Threads
    108
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Rafa-e-den

    Namaz Me Farq Ko Wazeh Karne Ki Kosish Ki Allah Amal Ki Tufeeq De
    Attached Images Attached Images     

  11. #11
    Join Date
    24 Dec 2005
    Location
    HELL
    Age
    38
    Posts
    637
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    AAJ MERA AAP LEGON SE SIRF AIK SAWAL HAI K AGER MARAD OR AUAT MAIN SUNNAT ADA KERNEY MAIN KOI ALAG BAAT NHAIN TO AURAT KO YE KIUON HUKUM HAI K WO SAJDA SIMAT KER KAREY BHAI AGER BARABRI HAI TO US KO KIUON MAMANEAT HAI ????

  12. #12
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    Its a humble request to you brother IRFAN, I will try to give you all the answers in details with proof. Main baghair proof k koi baat nahee kahna chahta, warna shayad ummati92 ki tarah aap bhee mujhay ghalat samjho gay.

    Rasool ullah Sallallaho Alaihe Wasallam nay kabhee bhee aurto ko hukm nahee dia k aap simat kar sajda karo. Aik bhee SAHEE HADEES aissee mojood nahee hay jo SIRF aurton k liay sajday ki alag kaifiat bayan kartee ho. Ofcourse, this statement requires proof. Please wait for another week or so for the COMPLETE DETAILED ANSWER.

    Thank you brother..

Page 1 of 5 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Best Cook, Mard Ya Aurat
    By Doctor in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 101
    Last Post: 22nd November 2021, 05:34 AM
  2. Replies: 12
    Last Post: 3rd August 2013, 01:10 PM
  3. Aurat Mard Ka Aur Mard Aurat Ka Libas Na Pehne
    By Fasih ud Din in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 29th July 2007, 10:42 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •