Page 2 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 13 to 24 of 56

Thread: Aurat Or Mard Ki Namaz Main Farq!!!!

  1. #13
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salam masnon
    mr.smart aap nain nice sharing ki hay or os key jawab main jo thread mr shikary sahab nain ki hay us sey andaza hota hay janab ahle hadith yani gher muqalid hain lakin pak o hind main basney waley aksar muslman chon key hanfi hain is liay unhay chaye key hazrat imam abu hanifa rehmat ullah alehey key maslak per hi chalain aaj kal koch log in imamon ki taqlid ko galat bata kar maazi main guzray howey arbon muslmanon ko galat sabit karna chaten hain jo kisi na kisi imam ki taqlid kia kartey they khair tafslili mozo hay sirf itna kehna chata hon key koi bhai in hazraat (gher muqalid) ki baton main na ain in key han to 3 talaq per bhi biwi halal rehti hay yaqin na aiy to poch kar dekh lain main aitraz nahi karha balkey aap ko ye bataney ki koshish karha hon key jo log khod har masla quran o haidth sey samjhney ka dawa kartey hain un ka kia hal hota hay .
    aik aham bat ye bhi qabil ghor hay key har masla sirf quran o hadith main bhi nahi hain jesey key hawai jahaz main namaz ka masla, bhens ke dodh ka masla waghera agar mr shikary sahab is per bhi koi dalil rekhtey hon to zaror batain ham in masail main imam abu hanifa ki fiqa sey madad latey hain jo ilm taqwa ijtihad quran hadith arabi lugat or mizajey nabi ko aaj key mujoda muslmano sey ziyada janey waley they or jin ki taqlid karney walon main barey barey ulma,mujahedin,oliay e karam,guzrey hain .

  2. #14
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    bhai dono ki post main aik farq hai ...

    Mr smart jab baat kerte hain to hawalay likhtay hain Hadees Likhatay hain .. kisi ko ghalat ya sahi sabit nahi ker rahay .. yaani keh aaj kal jo chala hua hai keh tum ghalat aur tum ghalat wo kaheen nahi hai..

    Jab keh Yameen sahab ki post dekho .. foran kisi per ilzaam tarashi .. keh ahnaf yeh aur ahnaf woh .... bhai post ko thora positively likho .. kisi ko ghalat sahi nahi kaho .. bas apni Daleel do taa keh doosroon ko parhnay se maroob ker sako ..

  3. #15
    mrxdm is offline Junior Member
    Last Online
    4th March 2012 @ 12:48 AM
    Join Date
    29 Jun 2009
    Age
    54
    Posts
    6
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    میرے تمام اھل حریث بھاءیوں کہ اسلام و علیکم اور دیگر بھاءیوں کے لیے اللہ سے ھدایت کی دعا۔

  4. #16
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    bhai to khul ker keh do .. keh baaqi sab kafir .... : ))

  5. #17
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o alaikum brother.
    Aurat aur Murd ke nimaz may koi farq nahi yeh "Sahih Bukhari" kee iss hadees say bilkul waziha hai jiss may Rasool Sal Allaho Alehi Wassalam nay farma'ya keh: "Nimaz os tarah parho jiss tarah mujhay partay daikhtay ho". Yeh hum sub kay liay hai jiss may aurat ho ya murd sub shamil hain.

    Kindly also visit this thread:
    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=96982

    Sahih Bukhari ka makam aur shan sub musalman jantay hain.
    Agar Sahih Bukhari ya Sahih Muslim may koi aurat-murd ke nimaz may fark ke hadees ho tu biyan kee ja'ay.

    Shukriya.


  6. #18
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Sar aik baat arz kerni hai .. kya sahih bukhari main tamam masail ka halh mojood hai ??

    I mean her cheez k maslay ka halh sahi bukhari main hai to meri rehnumai fermain .. mere zehen main bhi kuch sawalaaat hain ..

    Doosra . huzoor SAW ki koi aaisi hadeees dikhain jis main huzoor SAW neh kaha ho keh .. sirf sahi bukhari aur sahi muslim ki hadeesoon per amal kerna .. baaqi saari hadeesain ( na aaozobillah ) Zaeef hain aur unper amal nahi kya jaye ... aaisi koi hadees mujhey dikha dain to insha Allah aap ki baat sar ankhoon per

  7. #19
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o alaikum.
    Bhai G "Sahihain (Bukhari wa Muslim)" vo books hain jinn pay tamam Mohadaseen ka Ajma hai keh inn dono books may sub valid aur "authentic hadees" hain. Jub koi masla inn books say settle ho jata hai tu phir hadees kee deegar books say mazeed rajoo nahi kiya jata.

    Allah nay apnay bundo may say Mohadaseen Karam ko yeh makam aur duty dee hai keh vo Purity of Hadees ko verify karain. Hadees aur Asma-ur-Rajjal ka ilm bot wasee hai. Allah humko Hadees aur Collection of Hadees pay ghor karni ke tofeek ata farma'ay. Amen.

    Rasool Sal Alaho Alehi Wassalam ke wafat kay baad Imam Bukhari aur Imam Muslim paida hoay phir Rasool SAWW in kay baray may kiya farma kay jaatay. Sochiay.

    I am just a student of Islam. Rasool Sal Allaho Alehi Wasslam ka farman-e-zeshan jo meray signature kee sorat may hai plz issko ghor say parhain aur Hadees ka makam-o-shan samajnay kee koshish hum dono kartay hain.

    Plz also visit this thread to get your answers (Insha Allah):
    http://www.itdunya.com/showthread.php?t=2891

    Shukriya.
    Last edited by Shaukat Hayat; 9th July 2009 at 04:21 PM.

  8. #20
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Mainay aap se kuch sawal poocha hai .. uss ka jawab nahi mila mujhey

  9. #21
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    yaar lagta hay key ab ye islam forum chand logon ki wajah sey firqa wariat ka shikar hota jaraha hay or ye chand log wo hain jin ka mission ye hay key benamazi namaz na parhe to koi baat nahi lakin koi namazi agar namaz parhta hay to usey itna pagal kardo key masjid ka rasta bhool jay. kabhi kaho key rafe yaden kion nahi ki kabhi kaho key amin zor sey kion nahi kahi , ramzan main 20 rakat taraweeh kion parhtey ho hamari tarah 8 rakat parh kar kion masjid sey farar nahi hojate, qurbani key dino main eid key 4 din janawar kion zabah nahi kartey yani isa lagta hay key germuqalidin ka sara mazhab sirf maslak e hanfi ki dushmani per mabni hay allah hidayat den mere nadan dosto ko..

  10. #22
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aik baat or qabil ghor hay key auraton ki namaz ko mardo ki tarah kehney waley ye bhi batain key khawateen ko mardo ki tarah masjid main namaz parhney ki bhi targhib dain kion key nabi(p.b.u.h) key zamaney main bhi khawateen masjid main namaz parhney jati thi humari khawateen to imam abu hanifa rehmat ullah ki taqlid karti hain is liay masjid key bajai ghar per namaz parhti hain lakin har bat per hadith hadith pukarney waley ye batain key is tehrik kab shoru karain gey or sab sey pehley apni mastorat ko kab or konsi masjid main namaz ki adaigi key liay bhejey gain umid hay zara bhi sharam mehsos na karain gey...

  11. #23
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o Alaikum.
    Insha Allah yeh forum hamaray "Ikhtalafat" kay khatima ka forum banay gaa.
    Quran Majeed may Allah nay hum sub kay liay hadayat rakhi hai. Iss peh hamara eman hai. Quran Majeed may jahan bhi "Ikhtalaf" ka zikar aaya hai, iss ka hal "Rasool SAWW" say rajoo karnay ka dia hai bulkay aik jaga yeh b farmaya giya hai keh "Dil may tungi bhi mehsos nah kee ja'ay". Jub hamaray piaray Rasool SAWW koi faisala farma dain tu phir "Ikhtalaf" khatam ho jana chahiay. Quran aur Sahih Hadees he vo sources hain jin say Rasool SAWW say rajoo kiya jaa sakta hai. Phir jub koi Sahih Hadees bayan karay tu Allah kay bana'ay howay Imam-ul-Ambiya Hazrat Muhammad Sal Allaho Alehi Wassalam ka faisla "final" ho gaa ya phir logon kay bana'ay howay "Ummati Imam" ka (jinsay onkay shagird bhi ikhtalaf rakhtay thay, like Imam Muhammad aur Imam Yousaf aur jinsay aik bhi hadees lainay kay liay nah tu Imam Bukhari tayar howay aur nah Imam Muslim) jub keh Mosa A.S ke bhi Atat say humko roka giya hai. Sochiay Plz.

    Meray Bhai agar aaj sub Nabi SAWW ka kalima parnay walay apnay apnay Imam ko chor dain aur Imam-ul-Ambiya Hazrat Muhammad Sal Allaho Alehi Wassalam ko, jin say hamari mohabat eman ka hissa hai, jin kee har baat wahi hoti hai, jin say mohabat karnay ka hukam Quran may Allah nay diya hai, jin ke atat nah karnay walo ko onkay "tamam aamal" ko barbaad karnay ke waeed Allah nay Quran may dee hai.

    Meray bhai jub koi Rasool SAWW ke taraf aanay kee dawat dai tu phir "khush" hona chahiay keh yeh Allah kay os hukam ke taraf bulla raha hai jiss ka hukam pooray Quran Majeed mai hai yeni "Attiullah war Rasool SAWW". Sochiay. Kiya Shafay Mehshar Hazrat Muhammad Sal Allaho Alehi Wassalam hain ya phir koi aur Imam. Jub Hazrat Muhammad SAWW hain tu phir hum nay dosray Imamo kay jhanday kiun otha rakhay hain. ??

    Baghir tasub kay sochiay keh "Muqalid" banay kay liay agar koi shux 1320 saal ka safar karnay ko tayar hai magar "Ghair Muqalid" bannay kay liay vo mazeed sirf 80 saal agay jana q pasand nahi karta? Kiya Imam Abu Hanifa Muqalid thay, kiya Aik Lakh say zaid sahaba "Muqalid" thay. Meray bhai Quran Majeed may lufz taqleed janwaro kay liay istimal howa hai, Eman walo kay liay "Attiullah war Rasool SAWW" ka zikar pooray Quran Majeed may biyan howa hai.

    Kiya Quran nay "Attiullah war Rasool SAWW" kay elawa bhi koi hukam diya hai. Kiya Hazoor SAWW ka farman-e-zeshan hamaray liay kafi nahi keh "Agar Mosa Alehi Salam bhi aa jaain aur tum log onkay peechay chal paro tu tum sub gumrah ho jaao gay". Meray Bhai jub Hazrat Mosa A.S kay peechay chalnay say roka giya hai phir "Baki" logo ko aap kaisay follow kar saktay hain. Sochiay. Shukriya.
    Last edited by Shaukat Hayat; 10th July 2009 at 03:22 PM.

  12. #24
    awanji's Avatar
    awanji is offline Senior Member+
    Last Online
    14th June 2023 @ 04:47 PM
    Join Date
    30 Jul 2008
    Location
    Bhakkar
    Age
    35
    Posts
    202
    Threads
    40
    Credits
    1,058
    Thanked
    7

    Lightbulb Read it Must

    Orat or mard ki namaz main koe farq nahi bataya gaya Hazrat Muhammad Sallallah ho Alai hi wassalam ki jaanib se.Thread Starter ne jo bhi ahadees is zimn main paishe khidmatt ki hain wo sb Zaeef Ahadees hain.
    Bukhari Shareef Islami Taareek main sb se ziada Mazboot raawi jaanay jaatai hain.
    Unhon ne aik hadees riwayat ki hai jisnmain Hamaray Pyarai Nabi ne ye farmaya hai
    "Sallu kama Raaiee tumunii usalli"
    Tarjama
    "Namaz usi tarha parho,jistrah mujhe parhtay hoe dekhtay ho"
    tamaam umatt chahay wo mard ho ya orat sb ko aik hi hukam dia gay hai Pyaray Nabi ki taraf se.
    Agar Thread Starter Siaah e Sitta ke Members ki riwayatr ki hoee hadees dikha dain apni baat ki daleel main to maan jaoon
    ok
    So plz Logon ko gumrah na kijiey.
    Allah ham sab ko Tadaabur se har kaam karnay ki tofeeq ata farmaey.
    Aamee.
    Agar Thread Starter Convince nahi hoe ye parh kar to meray email address adilawan_02@yahoo par mail karay.
    Main apnay bhai ki islah ke liay har mumkin koshish karun ga.
    Duaaon main yaad rakhaiy Allah Naghaibaan.
    .

Page 2 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Similar Threads

  1. Best Cook, Mard Ya Aurat
    By Doctor in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 101
    Last Post: 22nd November 2021, 05:34 AM
  2. Replies: 12
    Last Post: 3rd August 2013, 01:10 PM
  3. Aurat Mard Ka Aur Mard Aurat Ka Libas Na Pehne
    By Fasih ud Din in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 29th July 2007, 10:42 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •