Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 25 to 36 of 56

Thread: Aurat Or Mard Ki Namaz Main Farq!!!!

  1. #25
    Join Date
    09 Jan 2008
    Location
    B3h!nd Y0u
    Posts
    3,463
    Threads
    284
    Credits
    62
    Thanked
    86

    Default

    very nice

  2. #26
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salam masnon
    shoukat hayat sahab imam abu hanifa yaqinan muqalid nahi they kion key wo mujhtahid the lakin sawal ye hay key aap log na to muqalid hone ko tyar hain na hi aap main ijtihad ki silahiyat hay pori tarikhi islami main esa aik qabil zikar shaks nahi batla sakte jo na to muqalid ho na hi mujtahid..kheir or to aap kia batain gey aik sawal karta hon takey tamam sathion ko aap key dawon ki haqiqat ka pata chal sakey ...app pori bukhari shareef main sey sirf esi 5 hadith nikal kar dekhain jis ka tamam rawi germuqalid hon kion meri tehqiq key mutabiq pori bukhari shareef main esi 5 hadith bhi nahi jis ka koi koi na rawi kisi na kisi imam ka muqalid na ho ab aap hazrat key nazdik kisi imam ki taqlid karna shrik firisalat hay to aap batain jis bukhari ka itna naam lete hain wohi un rawi ki bayan karda riwayat per mabni hay jo aap key nazdik mushrik hain agar nahi to mehrbani famakar sirf 5 hadith ka mutalba itna bara nahi hay aap key jawab ka muntazir....

  3. #27
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o Alaiokum (Bhai Salam Mason kehna khilafay sunnat hai)
    Meray Bhai. Asal cheez Hadees Mubarka hai jiss may hamari asal kamyabi hai. Aap nay tu Sahih Bukhari may say hadees ko select karnay kee baja'ay apnay Imam ko aur apni Taqleed ko save karna shoro kar diya hai.

    Kiya Sahih Bukhari ya Sahih Muslim ya Sahih Hadees say rehnumai iss tarah mill sakti hai, meray bhai Hadees ko daikhain Hadees Mubarka kay ulfaz ko daikhay aur inn peh amal karain. Aisay tu har baat say aik baat nikali jaa sakti hai. Hamaray liay behtreen namona Hazrat Muhammad Sal Allaho Alehi Wassalam hain aur Yehi Iqrar hum Kalima Tayyeba may bar bar kartay hain.

    Shukriya.

  4. #28
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    bhai awanji aap ki islahi tehrik sey koshi howi lakin jo tasweer aap ney apni id key sath laga rakhi hay usey dekh kar lagta hay khod aap ko bhi kafi islha ki zarorat hay neik logon ki subat , ulma ki qadar , or sunnat per amal daramad sey ye mumkin hay ... jazakallah

  5. #29
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    beshak salam masnon kehna khilafesunnat hay shukria
    janab lakin main usi bukhari shareef key barey main app sey silwal pochta hon key sirf 5 hidth bhi agar pori bukhari main esi nahi jis key tamam rawi germuqalid hon to kisi imam ki taqlid ka aap key nazdik is sey bara sobot kia ho sakta hay asal main aurat or mard ki namaz key masley sey aap hi taqlid key masley ki taraf aye hain kheir app sey itni guzarish hay key main nain app ki or bhi threads parhi hain mashallah umda mehnat hay agar aap sirf musbat matter hi post karen to mere jesey muqalid bhi aap ki threads sey faida utha paye gey warna esa na ho key sirf germuqalid bhai hi app ki thread parhe or baqi app ka naam dekhte hi kahain ke ........is liay plz ikhtlafi masail mat cherain .....

  6. #30
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    bhai hidayat sahab app nain farmaya key asal chiz hadith hay to quran kia hay us ka zikar nahi kia app nain mumkin hay jawab dene ki jaldi main mera matlab hay meri islha ki jaldi main rehgaya hoga..

  7. #31
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Alhamdolillah Bhai.
    Mera eman poori Bukhari Shareef pay hai aur har hadees meray liay "best of best" hai. Allah aapko aur mujhay inko parnay aur amal ke tofeek ata farma'ay. Amen. Quran may jahan bhi lufz "Taqleed" say mutalik bayan howa hai vo daikhain aur phir inka tarjuma parhain. Aap ko taqleed samaj aa jaay gee. Shukriya.

  8. #32
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    mere sawal sey rahy farar ikhtiyar karney ka kia faida bhai alhamdulilah aap sirf bukhari bukhari pukartey hain or ham to hadith ki har kitab ko qabil e qadar samjhtey hain lakin usi bukhari key rawion sey agar muqalidin ki taqlid sabit ho to usey kion tasleem nahi kartey warna sirf 5 hadith ka mutalba khod ko ahlehadith kehlwane wale key liay itna dushwar kion??

  9. #33
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aik baat or aap nain farmaya key mera iman bukhari per hay to ye kis dalil sey ap nain famaya hay kion key iman e mujammal or mufassal main to bukhari per iman ki baat mojod nahi na hi quran main bukhari ka zikar hay or khud HOZOOR(pbuh) nain bhi bukhari ki sihat key mutalik kuch nahi farmaya hay kahi bukhari ki kitab per iman app ko imam bukhari ka muqalid na bana dey..

  10. #34
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Assalam o Alaikum Brother.
    Meray bhai Quran kiya hai Allah ke kitab hai ehkamat ke kitab. Jo Rasool SAWW peh nazil hoi. Hadees kiya hai, on ehkamat ke tashreeh jo Quran may bayan hoay. Sahih Bukhari kiya hai, vo collection of hadees jo Rasool SAWW nay bayan farmai hain aur jiss ke purity pay sub ka ijma hai. Meray Bhai tamam Hanfi, Shafi aur deegar sub Ulema bhi Sahih Bukhari ke har hadees pay eman rakhtay hain. Aap muj say kiu naraz hotay o. Imam Bukhari tu sirf "Collector" of hadees thay. Allah onko iss ke jaza dai. Amen. Asal cheez tu Ayat hain jo Quran may hain aur Hadees hain jo Sahih Bukhari may hain (bus Sahih Hadees ho chahay jo bhi Book of Hadees ho). Aap khod ko confuse kar rahay ho.

    Meray bhai aap nay jo mujh say 5 Hadith ka mutalba kiya hai, may bhi aap say sirf aik (just one) Hadees ka mutalba karta hon jo "Imam Bukhari" nay "Imam Abu Hanifa" say lee ho. Sirf aik hadees jo Imam Abu Hanifa say bayan ho aur Sahih Bukhari may bayan kar diya giya ho. Aakhir aik (just one) hadees bhi aapkay Imam-e-Azam say kiu nahi lee gai. Sochiay. Imam Bukhari nay aisa kiu kiya. Aur haan aik baat aur bhi keh meray nazdeek tu sirf Imam-e-Azam Hazrat Muhammad SalAllaho Alehi Wassalam hain. Azam means sub say bara, aur meray Imam-ul-Ambiya sub say baray Imam hain, Imam-e-Azam, on jaisa koi bhi nahi ho sakta, nah koi Nabi Alehi Salam aur nah koi Ummati.

    Kindly visit:
    http://itdunya.com/showthread.php?t=84625
    Jub Hazrat Mosa Alehi ke atat ke bhi ijazat nahi "Rasool SAWW" kay baad phir baki logon ka zikar kiya karna. Hazrat Mosa Alehi Salam vo Nabi hain jinka zikar Quran Majeed may sub say ziada bayan howa hai.

    Jazak Allah Shukriya.
    Last edited by Shaukat Hayat; 10th July 2009 at 05:09 PM.

  11. #35
    Muhammad_Asif's Avatar
    Muhammad_Asif is offline Senior Member+
    Last Online
    24th February 2015 @ 02:44 AM
    Join Date
    28 Jun 2008
    Posts
    297
    Threads
    30
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default


    عبدالماجد صاحب،،،،آپ مجھے بتادیں کہ کس کتاب میں یہ حدیث موجود ہے۔ کہ حضورپاک صلی اللہ علیہ و سلم نے فرمایا کہ اگر حضرت موسیٰ بھی آجائے اور تم لوگ اس کے پیچھے چلے تو تم گمراہ ہو جاؤ گے۔ کس کتاب میں ہے?? ذرا ہمیں بھی تو بتادیں۔۔ اور دوسری بات یہ کہ امام ابو حنیفہ نے کس دین کی دعوت چلائی ہے۔ ?? کیا اس نے کسی اور دین کی دعوت چلائی تھی۔?? کیا وہ کسی اور دین کے سرگرم عمل تھے? یہی دین اسلام کے لئے اس نے شبانہ روز یکجا کئے تھے کسی اور دین کیلئے نہیں۔
    کیا تم اماموں کو نہیں مانتے تو پھر مسجد میں امام کے پیچھے کیوں کھڑے ہوتے ہو۔?
    وہاں بھی ڈائرکٹ نماز کیوں نہیں پڑھتے امام کے بغیر۔ ? اگر کوئی انسان دین اسلام کے صحیح راستے کا رُخ کسی کو بتادیں۔ تو آپ اس پر نہیں چلیں گے? کہ یہ تقلید ہے۔? اگر یہ تقلید ہے تو پھر اللہ نے نماز امام کے پیچھے پڑھنے کا حکم کیوں دیا? تو اگر امام کے پیچے پڑھنے کا حکم دیا ہے تو اس میں امت کو یہ سبق دیا ہے۔ کہ ہمیشہ اپنے میں سے اہل شخص کو اپنا سردار بناؤ اور پھر ان کے بتائے ہوئے دین کو طریقوں پر چلواور میری عبادت کرو۔۔
    Last edited by Muhammad_Asif; 10th July 2009 at 09:51 PM.

  12. #36
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    53
    Posts
    1,461
    Threads
    548
    Credits
    0
    Thanked
    292

    Default

    Kindly visit Mr. Asif:
    http://itdunya.com/showthread.php?t=84625
    Aap ko khod maloom ho ja'ay gaa apnay sawal ka jawab.
    Jiska ilm na ho os peh naraz mut hon bulkay pehlay tehkeek kar lain.

    Deen sirf Hazrat Muhammad Sal Allaho Alehi Wassalam ke atat ka naam hai, kissi aur kee baat ko deen samajna yaqeenun Nabi SAWW ke nabuwat ka inkar hai aur vo "Mirza Qadyani" ka saathi hai.

    "Attiullah war Rasool (SAWW) yeh Allah ka hukam hai meray bhai. Naraz mut hoon. Jazak Allah. Masjid ka Imam jo nimaz parhata hai vo sirf Nabi SAWW ke batai hoi nimaz parha sakta hai aur iss ka hukam bhi Rasool SAWW nay diya hai.

    Plz also visit: http://itdunya.com/showthread.php?t=84624
    Shukriya.

Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Similar Threads

  1. Best Cook, Mard Ya Aurat
    By Doctor in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 101
    Last Post: 22nd November 2021, 05:34 AM
  2. Replies: 12
    Last Post: 3rd August 2013, 01:10 PM
  3. Aurat Mard Ka Aur Mard Aurat Ka Libas Na Pehne
    By Fasih ud Din in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 29th July 2007, 10:42 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •