Page 4 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 37 to 48 of 56

Thread: Aurat Or Mard Ki Namaz Main Farq!!!!

  1. #37
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Sir main aik chota sa samajhnay wala ho per mere zehen main aik baat hamesha aati hai keh aya yeh taqleed hai kya cheez jo duniya main siwaye ahle hadees afrad k sab ker rahay hain ...

    WO taqleed jis ko pakistan se lay ker Egypt tak k saray ulema mantay hain siwaye ahle hadees hazraat k ..

    Wo taqleed jis ko imam kaaba bashamool tamam saudi ulema kerte hain siwaye ahle hadees k ...

    Wo taqleed jis per poori duniya k ahle nazar aur ahle fikr hazrat aur alimoo ka ijma hai siwaye ahle hadees k ..

    akhir yeh taqleed hai kya cheez ...
    Akhir yeh taqleed kisi fard ki taqleed hai to kya sirf imam bukhari rahmaullah alahe aur imam muslim rahmaullah alaeh ki kitaaboob per amal kerna aur baaqi kitaboob ko na manna kya yeh taqleed nahi hai ...

    Sir thori wazahat fermaiye taa keh mujhey bhi kuch samajh aye aur main bhi poori duniya k alim, mufakir, muhadiss ko chor ker taqleed se bachnay ki koshish karoon

    Bhai aap sirf imam abu hanifa k peechay paray huye ho .. jab k aap k samnayu Imam kaa'ba aur tamam saudia Ulema k imam .. IMAM Ahmed bin Hunbul bhi hain .. unkay baray main aap kabhi nahi boltay ho ... kya unk peechay chalna Taqleed nahi hai ??

  2. #38
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    plzz bhai mere iss sawal ka jwab de do .. kiun keh kaafi dafa main ker chuka hon lekin koi bhi iss ka jawab nahi deta hai .. mujhey batao taa keh mujhey bhi kuch samajh main aye

  3. #39
    Muhammad_Asif's Avatar
    Muhammad_Asif is offline Senior Member+
    Last Online
    24th February 2015 @ 02:44 AM
    Join Date
    28 Jun 2008
    Posts
    297
    Threads
    30
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    اماموں نے کوئی بھی بات اپنی طرف سے نہیں بتائی۔ صرف اور صرف اللہ اور رسول کے طریقوں اور احادیث کے مطابق اپنی زندگی گزاری اور لوگوں کو بھی اس بات کی ترغیب دی۔ آپ ایک بات مجھے ایسی بتادیں کہ جن میں اماموں نے خدا اور رسول کی بات کے علاوہ کوئی اور بات کی ہو یا اپنی طرف سے کوئی بات کی ہو۔ ایک بات بتادیں۔ ? کیا امام ابو حنیفہ یا کسی اور امام نے یہ حکم دیا ہے۔ کہ رسول کے طریقے کو چھوڑ کر میرے طریقے کو اپنا لو۔ ایک بات تو ایسی بتادو اماموں کی۔
    بتا ہی نہیں سکتےکیونکہ انہوں نے اپنی ساری زندگی میں ایسی خلاف شرع بات کی ہی نہیں۔ اور اگر کی ہے تو آپ بتا دو میں جواب دوں گا۔۔۔۔

  4. #40
    oioioioioi's Avatar
    oioioioioi is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2012 @ 02:38 PM
    Join Date
    04 Jun 2009
    Location
    Behind Enemy Lines
    Gender
    Male
    Posts
    2,937
    Threads
    283
    Credits
    0
    Thanked
    502

    Default

    Shaukat Hayat bhai tawajja fermain aur mere sawaloon ka jawab dein taa keh main bhi tamam naqaideen k muu ko chup karaoun

  5. #41
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    shoukat sahab aap jesa positive admi bhi kisi sawal sey bhag sakta hay yaqeen nahi ata ye to aap nain rahe farar ikhtiar ki hay key khud kisi sawal ka jawab na do or dosre sey sawal poch lo acha agar aap ye key dain key pori bukhari sey ap esi hadith nahi hay to phir aap is qabil hon gey key mugh sey koi sawal poch saken.

  6. #42
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    aik sawal her us shaks sey jo imamon (imam abu hanifa,imam shafi,imam ahmed bin humbel,imam maalik) ki taqlid ko galat kehta hay sirf 5 hadith pori bukhari sey esi dekha do jis ka koi raawi in char imamo main sey kisi ki taqlid na karta ho,,, khuda key liay dekha do ,,khuda key liay dekha do.... warna it forum main mere hanfi bhaion ko gumrha karna chor do aaj aurat or mard ki namaz main faraq ka dhandora pet rahey ho kal taraweeh per laro gey akhir kar teen talaq per bhi biwion ko jaiz hone ka fatwa do gey (ahle hadith hazrat key nazdik teen talaq aik majlis main deney sey bhi biwi per aik hi talaq ati hay) subhan allah mere hanfi sathi ghor karen key jo imam abu hanifa ki taqlid sey bezaar hay wo khud kitna aleshan ijtihad karta hay....

  7. #43
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote oioioioioi said: View Post
    Shaukat Hayat bhai tawajja fermain aur mere sawaloon ka jawab dein taa keh main bhi tamam naqaideen k muu ko chup karaoun
    bhai aap plz meri threads dekhen shukat sahab nain aab tak mere sawal ka jawab nahi dia to aap key sawal ka kia jawab dain gey....??? hamari kam qismati hay key islam key barey main sirf urdu ki kitaben ratney waley bhi ulma ka muqabla karney ko tyyar ho jatey hain jis ki aik misaal bhai shoukat bhi hain allah hum sub ko hidayat nasib farmaye..ameen.

  8. #44
    abdul majid is offline Senior Member+
    Last Online
    9th October 2015 @ 11:16 PM
    Join Date
    25 Mar 2009
    Age
    43
    Posts
    35
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Muhammad_Asif said: View Post

    عبدالماجد صاحب،،،،آپ مجھے بتادیں کہ کس کتاب میں یہ حدیث موجود ہے۔ کہ حضورپاک صلی اللہ علیہ و سلم نے فرمایا کہ اگر حضرت موسیٰ بھی آجائے اور تم لوگ اس کے پیچھے چلے تو تم گمراہ ہو جاؤ گے۔ کس کتاب میں ہے?? ذرا ہمیں بھی تو بتادیں۔۔ اور دوسری بات یہ کہ امام ابو حنیفہ نے کس دین کی دعوت چلائی ہے۔ ?? کیا اس نے کسی اور دین کی دعوت چلائی تھی۔?? کیا وہ کسی اور دین کے سرگرم عمل تھے? یہی دین اسلام کے لئے اس نے شبانہ روز یکجا کئے تھے کسی اور دین کیلئے نہیں۔
    کیا تم اماموں کو نہیں مانتے تو پھر مسجد میں امام کے پیچھے کیوں کھڑے ہوتے ہو۔?
    وہاں بھی ڈائرکٹ نماز کیوں نہیں پڑھتے امام کے بغیر۔ ? اگر کوئی انسان دین اسلام کے صحیح راستے کا رُخ کسی کو بتادیں۔ تو آپ اس پر نہیں چلیں گے? کہ یہ تقلید ہے۔? اگر یہ تقلید ہے تو پھر اللہ نے نماز امام کے پیچھے پڑھنے کا حکم کیوں دیا? تو اگر امام کے پیچے پڑھنے کا حکم دیا ہے تو اس میں امت کو یہ سبق دیا ہے۔ کہ ہمیشہ اپنے میں سے اہل شخص کو اپنا سردار بناؤ اور پھر ان کے بتائے ہوئے دین کو طریقوں پر چلواور میری عبادت کرو۔۔
    mugh garib ka naam aap nian galti main likh dia ye to shoukat sahab ki post hay...

  9. #45
    fahad nadeem is offline Junior Member
    Last Online
    25th August 2011 @ 11:58 AM
    Join Date
    28 May 2009
    Location
    Model Town Ext. Lahore
    Age
    35
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    819
    Thanked
    0

    Default

    Quote Muhammad_Asif said: View Post
    اماموں نے کوئی بھی بات اپنی طرف سے نہیں بتائی۔ صرف اور صرف اللہ اور رسول کے طریقوں اور احادیث کے مطابق اپنی زندگی گزاری اور لوگوں کو بھی اس بات کی ترغیب دی۔ آپ ایک بات مجھے ایسی بتادیں کہ جن میں اماموں نے خدا اور رسول کی بات کے علاوہ کوئی اور بات کی ہو یا اپنی طرف سے کوئی بات کی ہو۔ ایک بات بتادیں۔ ? کیا امام ابو حنیفہ یا کسی اور امام نے یہ حکم دیا ہے۔ کہ رسول کے طریقے کو چھوڑ کر میرے طریقے کو اپنا لو۔ ایک بات تو ایسی بتادو اماموں کی۔
    بتا ہی نہیں سکتےکیونکہ انہوں نے اپنی ساری زندگی میں ایسی خلاف شرع بات کی ہی نہیں۔ اور اگر کی ہے تو آپ بتا دو میں جواب دوں گا۔۔۔۔
    dear bhai Allah aap ko jazai khair ataa farmaiy Ameen:

    Yeh koi bhi naheen kahta kai koi amaam galt kehta hai aur quran o sunnat kai khalaaf ho.

    baat yeh kai na tou kisee hadees main hai kai Nabee nain farmaiya ho kai merai baad 4 amaam aiyain gai tum un ki taqleed karna aur na kisee sahabee sai yeh baat wazai hai.
    jab namaz ka tareeqa aur baqee tamaam cheezain ahdees sai wazai hain tou phir ham Nabi ki taqleed kiyon naheen kartai aur doosri baat kai hamaara deen mukamal hai es main azafai naheen kar saktai. agar aaj kai waqat kai mutabaq koi masla ho jataa hai tou phir aap sahabah,tabaeen,taba tabaeen aur baqee naik logoan ki zindagee daikh sak tain hain
    agar ham kisee aik amam ki taqleed karain to firqah parastee phailtee hai.
    kiyon kai wo log to aik thai laikan ham aik naheen hain.
    aur quran main Allah ka hukam hai kai tafarqah na phalao

    jazakallah

    FaHaD

  10. #46
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    bat phir bhi hazam nahi howi kiye aima arba ka amal quranb aru sunant ke khilaf tha agar tha to bat karo agar nahi tha to chup raho.. apa ko pata he ke nabi pak PBUH ne keesy namaaz parhe au kis terha parhe. ki smoke per kesys parhe.

    aru kahri bat namaz parho to sahi ab jo parhtha he yeh Ahlehadith wale aakr luch dalte hien esys nahi parhte ab banda gaya kame se . ke is se acha parho he nahi owh kahtha he esys parho.. pahle namazi bana do phir tankeed karna ALLAH pak essyo ko hadayet de ameen.

    masjid to bana di shab bhar me iman walo ke hararat se.
    man apna wohi papi he barso se namazi na ban saka..

    ALLAH pak 5 waqt ki nimaaz ba jumart parhne ki tofeeq de .ameen.

  11. #47
    mohsin2007 is offline Junior Member
    Last Online
    30th July 2011 @ 08:44 AM
    Join Date
    29 Jan 2007
    Location
    Faisalabad
    Posts
    13
    Threads
    3
    Credits
    950
    Thanked
    0

    Default

    Aslamoalaikum,

    Mere Sahi Aqeeda Ahle Hadees bhaio kin bhenso ke aagay been baja rahe ho aap log. In becharo ko kuch bhi pata nahi bus jo in ke imam, ya peer ne bataya muu chuk ker us per chal perte hain - Inho ne aagay research thorii hi kernii hai ke aaya ke yeh jo imam ya peer baat ker raha hai hamare Nabi (PBUH) ne ki bhi hai ke nahii. Mere sahi aqeeda ahle hadees bhaio aap log to jaantay ho ke taqleed ka matlab aise hai jaise kisi bakri ki gardan mai rassi dal do aur us ko jaha chaho le jao. In logo ne to Imam Abu Haneefa ki rassi galle mai dalii huii hai - Ya keh lo ke patta banda hua hai - bhalla in ko Nabi (PBUH) ki baat kaha samajh aanii hai. Na in ko zaif aahadees ka pata hai - na taqleed ke meanings ka. Abdul majid sahib aa ker full bongia maar rahe hain - jis mere bhai ne yeh thread shruu kia hai - us ko pata hi nahii ke woh ahadees bata raha hai yah apne imamo ke fiqh ka ilm. Yeh becharay jakray hue hain apne imam ke peeche. Aur yeh discussion isi liye ho rahii hai ke tum jaise bewakoof log khood to doob rahe ho doosro ko bhi mis guide ker rahe ho. Mera tum ko challenge hai ke tum eik single SAHI hadees la ker dikhaoo jis mai Nabi pak (PBUH) ne bataya ho ke aurtain alag namaz read karain aur Mard alag tareeqay se. Tum log la hi nahii saktay - jaa ker apne masjid ke imamo se poocho - un becharo ke paas bhi aakhrii hal yahii hota hai ke woh tum ko yeh keh ker chup kera deinge ke "Beta aagay se un gher muqaldo se baat na kerna" ahhaahhahahahahah . Allah ka shukar hai ke hum ghair muqalid hai tumharii trah imam abu haneefa ka patta nahii banda hua.

    Aur eik mazze ki baat Abdul Majid ne kisi ko oooper reply mai kaha ke aap ne apni photo fla fla lagayii huii hai.
    Jis ne yeh thread shruu ki hai - us Mosoof ki BIO read karain to Location:"Hell" likhii huii hai. Aur jo batain unho ne kii hai woh wohii ker sakta hai jis ne waha jana ho. hahahahahahahah Take it easy and in bewakoofo ki batain sun ker Always Keep Smiling.
    [IMG]http://i16.tinypic.com/29cqski.jpg[/IMG]

  12. #48
    AmjadRazaAtari is offline Junior Member
    Last Online
    26th June 2010 @ 04:46 PM
    Join Date
    26 Jun 2010
    Age
    38
    Posts
    5
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Ye bohat achi discussion chal rahi hai. Jab k mainey ghor keeya hai k mere Ataari bhaai ghalat hai and Ahleyhadees bhai theek keh rahey hai. Mainey kabhi bhi hadeeson se nehi paraha k aurat aur mard k namaaz main faraq hai. Bus molviyon aur ulamaa se sunna hai. Mohsin Shah aur deeghar ahley hadees theek keh rahey hai k hum imaamon k peechey laggey hai aur Rasool Akram SAW k baaton se moon mor rahey hain. Hamain apni ghalati maan leni chaheiy aur AAP SAW k tareekon ko jaananey ki koshish karni chahiey Shukariya.

Page 4 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Similar Threads

  1. Best Cook, Mard Ya Aurat
    By Doctor in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 101
    Last Post: 22nd November 2021, 05:34 AM
  2. Replies: 12
    Last Post: 3rd August 2013, 01:10 PM
  3. Aurat Mard Ka Aur Mard Aurat Ka Libas Na Pehne
    By Fasih ud Din in forum Islam
    Replies: 5
    Last Post: 29th July 2007, 10:42 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •