SMZAIN said:
yaar agar kohi meri baat sone to bara acha ho ga main kahin bhi reply nahi kar sakta aur na hi neya theard start kar sakta hoon is jaga moqa mila hai reply karne ka.
masla yeh hai ke main jab reply karna chata hoon to wo kehta hai u need less than 50 post kabhi kehta hai 60 kabhi kehta hai 30 aur jab neha theard start karta hoon to kehta hai 60 post main yeh post kis tarha karoon mere bahi kohi karne hi nahi dehta yeh bauht hi bori baat hai.
aur kahin mujhe kehta hai ke doobara register ho lekin main login hota hoon
shukaria
ap nay jis Email Adress say apna account active kiya tha ap us kay jagha koi our Email adress dain. our us say apna account active kar lain. masal hall ho jaye ga.
Bookmarks