Aslam o alikom . main na apna pc khola howa tha aur board utarna tha lakin ak patch nahi khul raha tha us ka jaldi main kholta howa mara board ka pechli side pa scratches parh gaya hain aur i think thora sa crack b ho gaya ha . board to ab theek work kar raha ha but us sound nahi a raha ha main na head phone aur woofer dono laga ka chk kiya lakin koi farq nahi para.mara pass msi ka 2.4 ka board ha.plz muja bata dain ka ab is ka kaya hal ho sakta ha ta ka mara pc ka sound ka masla hal ho jaya. thanks