gmail main urdu kis tara likhtay hain.main ne setting main ja kar english ki jaga urdu ko salect kiya hai magar phir b urdu main mail naheen likh pa raha.plz is baray tafseel bata dain.
bhot shukarya ho ga
idrees chaudhary