Masha-Allah tread to bohat acha hai magar naam
"talwareen" ki jaga koi or acha or khoob suraat name hota to behtar hota meri urdu itni to achi nahi hai magar ye zaroor janta hun kay talwar ko "zulfiqar" or shamsher bhi kehty hain
mere Akka kay hath mubark jis talwar per pary tu wo talwar nahi rahi wo to shamsheer hogayi jitna piyaara naam ho utna acha hai ek or request plz bura maat manana ye wink wala smiley bhi kuch theak nahi lag raha agar ho saky to edit kar k isay remove kardo or talwar ko shamsheer Mubark say change kardo
shukriya
Bookmarks