Results 1 to 7 of 7

Thread: Plz Plz Help me

  1. #1
    it_leapard's Avatar
    it_leapard is offline Senior Member+
    Last Online
    17th September 2022 @ 08:23 PM
    Join Date
    08 Oct 2007
    Location
    **~ITD~**
    Posts
    209
    Threads
    28
    Credits
    1,194
    Thanked
    2

    Question Plz Plz Help me

    AOA, koi bhai mujhe bata sakta hai ke windows XP main languages main asian languages install karne aur phonetic keyboard install karne k bawajood urdu language k kuch alfaz sahih kion nahi likhe jate,,,,for example

    کوءی، جاءے وغیرہ
    @zmi

  2. #2
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    bhai mujhe is ke bare mein knowledge nahi hai l\koi expert hi ap ko is bare mein bata sakta hai

    wese mere khiyal mein winxp urdu keyboard support nahi karti
    Last edited by parvaiz_anjum; 16th October 2007 at 02:46 AM.

  3. #3
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    urdu key board win xp ko support karta he

    depend karta he ke ap likh kis tarah rahe hen jesa ke ap ne likha

    koi jaye waghera

    کوئ جاۓ

    ye me ne normal key board se hi likha he

    ئ ۓ

    key liye shift keys use karen ئ ke liye shift+n use karen aur ۓ ke liye shift+c use karen
    Attached Images Attached Images  

  4. #4
    it_leapard's Avatar
    it_leapard is offline Senior Member+
    Last Online
    17th September 2022 @ 08:23 PM
    Join Date
    08 Oct 2007
    Location
    **~ITD~**
    Posts
    209
    Threads
    28
    Credits
    1,194
    Thanked
    2

    Question

    Quote irfan_qureshi said: View Post

    AOA, bhai sahab pehle to thanx k aap ne contribute kia. I tried my best laiken ye nahi hota plz detail se sari setting likh dain k main kia karon.
    aap k jawab ka muntazir,,,,,,

  5. #5
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    w salam

    dekhye sab se pehle to ap ne yaqeenan urdu language install ki hogi arabic aur urdu language dono ke likhne me farq he

    ap jab ap urdu language install kar len ge

    to phir ap alt+shift press karen

    ap ki default english language change hoker urdu ho jaye gi

    phir jab ap likhna chahen ge to wo urdu me type kare ga

    ap jo words ap ko normal key board me nahi mil rahe wo ap ko shift press karne ke bad mil jayen ge

    jesa ke me ne apne pehli post me keyboard ki dono image send kiye hen

    shift ke sath

    aur without shift

    means shift press karne se ap ke key bords ke wordchange hojayen ge

    jese normal english key board me shift se apital letter likhe jate hen

    ap mujhe sirf ye batayen ke basically ap ko kia samajh nahi aya ?

    mere khyal se me ne kafi explain ker diya he

  6. #6
    it_leapard's Avatar
    it_leapard is offline Senior Member+
    Last Online
    17th September 2022 @ 08:23 PM
    Join Date
    08 Oct 2007
    Location
    **~ITD~**
    Posts
    209
    Threads
    28
    Credits
    1,194
    Thanked
    2

    Question Problem not solved yet

    Quote irfan_qureshi said: View Post
    w salam

    dekhye sab se pehle to ap ne yaqeenan urdu language install ki hogi arabic aur urdu language dono ke likhne me farq he

    ap jab ap urdu language install kar len ge

    to phir ap alt+shift press karen

    ap ki default english language change hoker urdu ho jaye gi

    phir jab ap likhna chahen ge to wo urdu me type kare ga

    ap jo words ap ko normal key board me nahi mil rahe wo ap ko shift press karne ke bad mil jayen ge

    jesa ke me ne apne pehli post me keyboard ki dono image send kiye hen

    shift ke sath

    aur without shift
    means shift press karne se ap ke key bords ke wordchange hojayen ge

    jese normal english key board me shift se apital letter likhe jate hen

    ap mujhe sirf ye batayen ke basically ap ko kia samajh nahi aya ?

    mere khyal se me ne kafi explain ker diya he
    AOA brother, Is main koi shak nahi k aap ne tafsil se bataya tha, par problem ye aa raha hai k jab main shift k sath bhi likhta hoon to ajeeb se dabbe bane hue nazar aate hain,,,jaise ke
    ٗٗٗٗ
    I think k ab aap mera problem samajh gai honge,,,,aur han maine apni taraf se bilkul accurate setting ki hui hai urdu language ki bhi aur sath phoneic keyboard ki bhi

  7. #7
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    filhal ap aik kam karo

    start>>>> control pannel >>>> regional and anguage option

    ise open karne ke bad advance tab me jayen

    aur wahan se non unicode language ko urdu kar den

    aur apn pc restart kar len

    aur net se urdu unicode download karlen

    inshallah masla hal ho jayega
    Attached Images Attached Images  

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •