Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 15

Thread: D.N.A kya hay???

  1. #1
    sx1001's Avatar
    sx1001 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd October 2022 @ 07:03 PM
    Join Date
    23 Dec 2007
    Location
    karachi/liaqtabad
    Age
    44
    Gender
    Male
    Posts
    1,963
    Threads
    60
    Credits
    69
    Thanked
    60

    Default D.N.A kya hay???

    assalam-o-alaikum
    mujh ko Deoxyribonucleic acid (D.N.A) kay baray main jannay hay kay yeh kya hay magar sirf urdu main ya roman urdu main ya pdf format main ho urdu main. (english main nahin)

  2. #2
    FritZie's Avatar
    FritZie is offline Senior Member+
    Last Online
    5th March 2015 @ 01:46 AM
    Join Date
    21 Aug 2009
    Gender
    Male
    Posts
    21,919
    Threads
    377
    Credits
    935
    Thanked
    1803

    Default

    Waalekum Salam..
    Aap WikiPedia Se Search+Read Kar Sakte Hain...
    Visit Link

  3. #3
    Join Date
    14 Jul 2010
    Location
    Kasur
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    401
    Threads
    47
    Credits
    0
    Thanked
    32

    Default

    fritzie right

  4. #4
    sx1001's Avatar
    sx1001 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd October 2022 @ 07:03 PM
    Join Date
    23 Dec 2007
    Location
    karachi/liaqtabad
    Age
    44
    Gender
    Male
    Posts
    1,963
    Threads
    60
    Credits
    69
    Thanked
    60

    Default

    main is ko read kar chuka hon mujhay is kay ilawa urdu main maloomat chahye hain

  5. #5
    FritZie's Avatar
    FritZie is offline Senior Member+
    Last Online
    5th March 2015 @ 01:46 AM
    Join Date
    21 Aug 2009
    Gender
    Male
    Posts
    21,919
    Threads
    377
    Credits
    935
    Thanked
    1803

    Default

    Agar Aap Sala Wazeh Kar Den K Aap Ko Is K Bare Men Kiya Janana Hai
    To Shayad Men Koshish kar Sakoon

  6. #6
    sonuwc is offline Junior Member
    Last Online
    7th August 2010 @ 01:23 PM
    Join Date
    02 Apr 2010
    Location
    Lahore
    Posts
    28
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    o

  7. #7
    sx1001's Avatar
    sx1001 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd October 2022 @ 07:03 PM
    Join Date
    23 Dec 2007
    Location
    karachi/liaqtabad
    Age
    44
    Gender
    Male
    Posts
    1,963
    Threads
    60
    Credits
    69
    Thanked
    60

    Default

    mujhay yeh janna hay kay dna kis ki daryaft hay aur yeh kab daryaft hoa aur ab tak is par kya kya kaam hoa hay aur kya yeh cloning say related hay kya. aur kya kabhi kisi human dna main changing ki gaye hay aur agar ki gaye hay to is kay kya asraat muratab hoa hay insan par aur bhi buhut kuch matlab aap shortly yeh samjhain kay main secrect of dna janna chahta hon.

    mujh ko ek site mili to hay magar yeh english main hay urdu main nahin hay
    http://www.kaheel7.com/eng/index.php...crets-for-dna-
    Last edited by sx1001; 29th July 2010 at 12:39 PM.

  8. #8
    tmk568's Avatar
    tmk568 is offline Senior Member+
    Last Online
    9th August 2019 @ 08:55 AM
    Join Date
    27 Jul 2010
    Location
    attock
    Age
    50
    Gender
    Male
    Posts
    117
    Threads
    11
    Credits
    15
    Thanked
    15

    Default

    tri again

  9. #9
    faisal2umt is offline Member
    Last Online
    14th March 2011 @ 10:42 PM
    Join Date
    28 Nov 2009
    Posts
    34
    Threads
    0
    Thanked
    0

    Default

    Brother Ap Translater Use Kr Lo
    Google Pay Serach Kro
    Google Translator

  10. #10
    FritZie's Avatar
    FritZie is offline Senior Member+
    Last Online
    5th March 2015 @ 01:46 AM
    Join Date
    21 Aug 2009
    Gender
    Male
    Posts
    21,919
    Threads
    377
    Credits
    935
    Thanked
    1803

    Default

    Quote sx1001 said: View Post
    mujhay yeh janna hay kay dna kis ki takhleeq hay aur yeh kab daryaft hoa aur ab tak is par kya kya kaam hoa hay aur kya yeh cloning say related hay kya. aur kya kabhi kisi human dna main changing ki gaye hay aur agar ki gaye hay to is kay kya asraat muratab hoa hay insan par aur bhi buhut kuch matlab aap shortly yeh samjhain kay main secrect of dna janna chahta hon.

    mujh ko ek site mili to hay magar yeh english main hay urdu main nahin hay
    http://www.kaheel7.com/eng/index.php...crets-for-dna-
    Sorry Bro Aap Ne GHalat Likha..
    Takhleek To Ye Allah Taala Ki Hai..
    Haan Agar Aap Is Ki Daryaaft Pooch Rahe Hain To
    Is Ki Daryaaft Men Aik Bande Ka Hath Nahi Hai..
    Is Waqt Buhat Se Logo Ne Is Par Kaam Kiya Or Waqt Ba Waqt Daryaft Hoti Rahi...
    Frederick Miescher Ne Ise Daryaaft Kiya Tha Lekin Is Ki Saakht Janane Men James Watson and Francis Crick Ka Hath Hai Jo K 1950s Men Huwa Tha..
    Is Men Buhat Se Bando Ka Hath Hai Jin Men
    1882 Walther Fleming Ne Chromosomes Discover Kiye Jo K Body Cell Men Hote Hain...
    1902-1903 Walter Stanborough Sutton Ne Genes Daryaft Kiye..
    1924 Men Pata Chala K Chromosomes K protein Or DNA K Bane Howe Hain..(Yani DNA Location Chromosomes Par Hoti Hai)
    1953 Francis Crick, James Watson and Rosalind Franklin Ne DNA Ka Double Helix Structure Daryaaft Kiya..Doubel Helix
    Isi Tarah Ye Chalta Rahe
    Yani Kehne Ka Matlab Hai Ye Kaam Aik Weak Ya Aik Saal Men Nahi Howa Tha
    Ye Saalo Chalta Raha Or Ab Bhi Chalta Rehta Hai..
    Ab Bhi Scientist DNA Ko Complete Nahi Jan Pahe Hain..
    Mujhe Sahi Yaad Nahi Hamare Ne Teacher Ne Kaha Tha K (Scientist Abhi Tak DNA Ka 99.9 Ya Phir 0.1 Hi Jaan Pahe Hain)Confirm Sahi Nahi Hai..
    Ab Aate Hain CLoninG K Bare Men..
    Agar Hum CloninG Ka ZIkar Karen Or DNA K bare Men Baat Na Karen To Ye Na Mukammal Hota Hai.
    Darasal CLoninG Men DNA Ki Copy Ki Jati Hai...
    Aap Ne Dekha Ho Ga K Scientist Ne Kabootar,Bakri Or Doosri Kahi Janwaro Ki Iqsaam Bnahi THi..
    To Kehne Ka Matlab Hai K Jab Aik Janwar K DNA Ki Copy Le Kar Doosra Same Wese Janwar Bnaya Jata Hai...
    Mere Khayal Se Ab Tak Wese DNA Men ChanginG Nahi Ki Hai..
    Jaise Aap Keh Rahe Hain..
    Wese Kuch Nahi Kiya Gaya Hai..
    Or Agar CloninG Howi Bhi To Wo Janwars Ziyada Arse Tak ZInda Reh Nahi Sakte Hain Or In Ki ZIndagi K Liye Buhat Hi KHayal Rakhna Parta Hai..
    THori Si ChanginG Se Wo Mar Bhi Sakte Hain

  11. #11
    zainy's Avatar
    zainy is offline Senior Member+
    Last Online
    26th February 2017 @ 12:56 PM
    Join Date
    12 Sep 2009
    Location
    Sialkot
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    524
    Threads
    46
    Credits
    1,044
    Thanked
    15

    Default

    Quote Fritzie said: View Post

    Great Info

  12. #12
    sx1001's Avatar
    sx1001 is offline Advance Member
    Last Online
    23rd October 2022 @ 07:03 PM
    Join Date
    23 Dec 2007
    Location
    karachi/liaqtabad
    Age
    44
    Gender
    Male
    Posts
    1,963
    Threads
    60
    Credits
    69
    Thanked
    60

    Default

    Fritzie bhai main nay ghalti say daryaft ki jagah takhleeq likh diya tha aur yeh baat main nay baad main sochi.ALLAh is ghalti par mujh ko moaf karay.
    aur aap ki di hoi maloomat par main aap ka buhut mashkoor hon.

Page 1 of 2 12 LastLast

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •