bhai koi scan document ko word ya kisi aur software main change kernay ka tareeka bata sakta hay
bhai koi scan document ko word ya kisi aur software main change kernay ka tareeka bata sakta hay
Brother scanned document text mai tabdeel nahi hosakta, aap usai as an image WORD ya kahin bhi daal sakte hain, uskai lye scanned image ko paint mai kholen, select all karain aur copy karkai kisi bhi software eg. word mai jakai paste kardain, aur apni marzi sai resize kardain..
yah koi aur OCR ka software use kar lain, normally scanner ki CD mein OCR software atay hain
Bookmarks