asslam o alaikum.................
ak shikayat hai k hum jab photo gallary me koi thread post karte hain to hamare post me koi website link hota hai to wo thread r.b kardia jata hai lakin jab koi modrater ya supper moderator aisi galti karta hai to uss ka thread delete nhi kia jata ........me kasam khake kehta hu gr8 masood bhai ne ak thread post kia tha jis me website ki links the pics pe.............lakin wo thread moved nhi kia gaya................aisa ku aur haan wo thread sab movers ne bhi visit kia tha lakin r.b karne ki kisi ki jurat nhi hui aisa ku..............................
Bookmarks