Assalam o Alaikum
kia koi mujhe Eid banner bana k de sakta hai agar de sakta hai to please mujhe bata dain aur jaldi bana kar dain size 640 x 114 px hona chahiye.
thanks
Assalam o Alaikum
kia koi mujhe Eid banner bana k de sakta hai agar de sakta hai to please mujhe bata dain aur jaldi bana kar dain size 640 x 114 px hona chahiye.
thanks
Aap k Thread ka Link Skipper ko PM kar diya gaya hai.Shyd wo help kar sake apki.
aap kis site kay liye banana chahtay hain ...
yahan par kissi aur site k liye bana kar nahi diya ja sakta
anwar sahab ap thori detail bata dain key ap ye banner kis tarha ka or koi naam wagera tu bata dain key kis site kliye banwana chata hain???
[FONT="Jameel Noori Nastaleeq"][CENTER][COLOR="Blue"][SIZE="5"][B]Coming Soon...:)[/B][/SIZE][/COLOR][/CENTER][/FONT]
aik dosray forum par aik muqabila ho raha hain...
aik aur members nay bhi mujhay pm kiya tha
meray khayal main sahib e muhtram bhi ussi k liye banana chahtay hain .....
impossible
Bookmarks