Umeed hay sab Theek hon gay.
I am Back Again same Id.
Last Time mera ID = tamraiz_M.
our ab be = tamraiz_M hi hay.
Mujay par kar bohat afsoos howa ke itdunya hack ho gayi thai or itdunya ka bohat saa data zaya ho giya hai.I am very sad.Mein be itdunya ka seinor member tha mein nay taqreban 6150 post 0r 380 ke qareeb therad post kiye thay data mein mera id or therad b zaya ho gaye hein kyon k mein nay itdunya ko 17 Aug ko join kiya tha.Inshallah itduya per jo mere theard thay wo mere pass hein mein unko dubara post karoon ga or itdunya per dubara say safar suroon karoon ga or Allah say meri dua hai k Allah itdunya ko din dukni taraqi day or Dusmanoon say bachaye.
Aamin
Bookmarks