Results 1 to 6 of 6

Thread: Any Thing Is Invisible

  1. #1
    adnan aziz 21 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2022 @ 12:41 AM
    Join Date
    27 Jan 2009
    Posts
    173
    Threads
    47
    Credits
    23
    Thanked
    7

    Default Any Thing Is Invisible



    Expert Please Meri Help Karein Mere Pc Mai Kuch Dino Se Aik Problem Aarahi Hai Mai Ne Kai Bar Windows Bhi Kar K Dekhle Hai

    (1) Mai Google Per Ja Kar Aagar IT Dunya Ya Aur Koi Bhi Site Open Kar Raha Hon Tou Woh Sab Se Phele Mujhe Kisi Fast Search K Search Engine Per Le Jata Hai Phir Back Karne Per Wapis Google Per Is Tarhan Mujhe 3 Ya 4 Martaba Karna Parhta Hai Tab Kahin Ja K Meri Matloba Site Open Hoti Hai
    Please Is Ka Hal Bataein Mai Ne FireFox Bhi Use Kar K Dekh Liya Hai Lekin Mera Masla Hal Nahi Howa


    (2) Mai Agar Koi Software Install Kar Bhi Raha Hon Aur Us Ka Setup Samne Aane K Bad Mere Next Karne Se Phele Hi Woh Ghayab Ho Jata Hai

    Please Please Please Meri Help Karein


    Thanks IT Dunya Experts.

  2. #2
    Join Date
    03 Jan 2006
    Posts
    6,398
    Threads
    203
    Credits
    1,641
    Thanked
    1581

    Default

    Quote adnan aziz 21 said: View Post

    Expert Please Meri Help Karein Mere Pc Mai Kuch Dino Se Aik Problem Aarahi Hai Mai Ne Kai Bar Windows Bhi Kar K Dekhle Hai

    (1) Mai Google Per Ja Kar Aagar IT Dunya Ya Aur Koi Bhi Site Open Kar Raha Hon Tou Woh Sab Se Phele Mujhe Kisi Fast Search K Search Engine Per Le Jata Hai Phir Back Karne Per Wapis Google Per Is Tarhan Mujhe 3 Ya 4 Martaba Karna Parhta Hai Tab Kahin Ja K Meri Matloba Site Open Hoti Hai
    Please Is Ka Hal Bataein Mai Ne FireFox Bhi Use Kar K Dekh Liya Hai Lekin Mera Masla Hal Nahi Howa


    (2) Mai Agar Koi Software Install Kar Bhi Raha Hon Aur Us Ka Setup Samne Aane K Bad Mere Next Karne Se Phele Hi Woh Ghayab Ho Jata Hai

    Please Please Please Meri Help Karein


    Thanks IT Dunya Experts.

    وعلیکم سلام قابلِ تعظیم
    adnan aziz 21

    آپ کے کمپیوٹر وائرس کا شکار ہے۔۔۔
    آپ اپنے کمپیوٹر پر کوئی اچھا اینٹی وائرس اِنسٹال کریں۔۔۔پھر اُس کی ’’ڈیفینیشن‘‘ کو اَپ ڈیٹ کریں۔۔۔اور پھر اپنے پورے کمپیوٹر کر اُس سے سکین کریں۔۔اور تمام وائرسز کو ڈیلیٹ کر دیں۔۔۔پھر اپنے کمپیوٹر کو ’’ریسٹارٹ‘‘ کریں۔

  3. #3
    adnan aziz 21 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2022 @ 12:41 AM
    Join Date
    27 Jan 2009
    Posts
    173
    Threads
    47
    Credits
    23
    Thanked
    7

    Default Any Thing Is Invisible

    Mere Dost Mai Ne Arz Kiya Tha K Mai Koi Bhi Software Install Kar Raha Hon Aur Jab Us Ka Setup Mere Smane Aata Hai Tou Tou Us Setup K Next Button Per Click Karne Se Phele Hi Woh Ghaayab Ho Jata Hai
    So Please Bataein Mai Kiya Karon?

  4. #4
    Anjum-Raza is offline Member
    Last Online
    19th January 2011 @ 10:04 PM
    Join Date
    25 Nov 2010
    Gender
    Male
    Posts
    289
    Threads
    4
    Thanked
    17

    Default

    dear H drive full formt krni ho gi

  5. #5
    adnan aziz 21 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th January 2022 @ 12:41 AM
    Join Date
    27 Jan 2009
    Posts
    173
    Threads
    47
    Credits
    23
    Thanked
    7

    Default Any Thing Is Invisble

    Anjum Mai Hard Disk Complete Format Nahi Kar Sakta Kiun K Ye Mere Office Ka Pc Hai Aur Mere Pas Aik Hi Pc Hai Please Koi Aur Hal Nikalo

  6. #6
    kalip0lice is offline Member
    Last Online
    29th July 2011 @ 01:57 AM
    Join Date
    08 Aug 2010
    Location
    Raat ki Tareekhi mein
    Gender
    Male
    Posts
    1,422
    Threads
    29
    Thanked
    74

    Default

    bahi aise mein aik hi hal aur kutkutariyan ne aap ko sahi kaha ke virus ka masla hai
    aap apne pc ko online scan karwa kar dein ye tu ho jai ga hi

Similar Threads

  1. invisible-scanner
    By ZoOp in forum Website Reviews
    Replies: 11
    Last Post: 29th July 2009, 02:50 PM
  2. Invisible Browsing !!!
    By komrade2008 in forum General Discussion
    Replies: 16
    Last Post: 10th July 2009, 07:52 AM
  3. Invisible Browsing
    By Wafa in forum General Discussion
    Replies: 2
    Last Post: 14th December 2007, 10:12 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •