Bhaioon hamein happy new year nahi manana chahiye kiunke hum musalman hein kia ap jante hein ap ki zindagi ka ek aur saal chala gaya aur app khush ho rahe ho ismein khush hone ki kia baat hey Qayamat kareeb hey zindagi ka kooch pata nahi aur jaab koi saal guzarta hey to ap khush ho rahe ho nahi balke apki zindagi ka ek aur saal nikal gaya mujhe yaqeen hey koi meri baat zaroor samjhe ga