Results 1 to 11 of 11

Thread: Help me Experts

  1. #1
    naveed iqbal's Avatar
    naveed iqbal is offline Senior Member
    Last Online
    25th June 2018 @ 10:23 PM
    Join Date
    29 Jul 2007
    Posts
    2,825
    Threads
    38
    Credits
    100
    Thanked
    0

    Default Help me Experts

    dosto Salam
    mera computer belkul theek chal reha tha keh achanak bund ho geya.dobara chela nay ki koshish ki megar na chela.aakher peta chela keh hard drive main koi kharabi aa gai hay.koi aur hard derive legata ho to computer theek kam kerta hay megar jo pehlay legi hoi thi aus per kam nahain kerta.mera aus main kafi aham data hay.jo hard disk kharab hoi hay wo westren digital ki hay.please mujhay bataye keh main apna data kesay recover keron.thanks

  2. #2
    Join Date
    03 Oct 2007
    Location
    ***************
    Gender
    Female
    Posts
    3,150
    Threads
    76
    Thanked: 1

    Default

    yaar main aap ko sahee jawaab to nahee de sakta hoon..par main koshish karta hoon..aap ek kaam karen apnee puranee hard disk jo kharab hui hai ya kaam nahee kar rahee hai us ko cd rom kee jagah laga den aur phir apnee doosree hard disk se computer boot karen..aap dekhen shayad my computer main cd rom k icon kee jagah aap kee puranee walee hard disk k partition banay aajayen...agar woh ajate hain to aap foran apna data nayee hard disk main copy karlen...kiya pata yeh trick kaam kar jaye...yeh kar k zaroor dekhiye ga..aur reply zaroor kariye ga...

  3. #3
    Sahel is offline Senior Member+
    Last Online
    5th November 2013 @ 12:42 PM
    Join Date
    22 Oct 2007
    Location
    Dubai UAE
    Age
    44
    Posts
    159
    Threads
    2
    Credits
    854
    Thanked
    7

    Default Sahel Research Lab

    aoa
    ap ne likha k computer kam nhai ker rha is ka kea mtlab hy kea computer on hi nhai horha ya phir wo ksi jaga ja ker error message show kerta hy agr ap error message bta sky tu phir dekha jay ga k partion recovery ya physical recovery konsa method thek rhy ga.

    i think agr physical damage hy tu phir ap ko ksi achi data recovery shop main jana hoga unk pass air tight environment main sary tools hoty hn jo hard disk ko open ker skty hn.

    (salam)
    IBRAR SAHEL
    IT MANAGER [BS-IT / MSC SOFTWARE ENGINEERING]
    HAIF CONSTRUCTION COMPANY DUBAI UAE
    --------------------------------
    --------------------------------
    Email ID+MOBILE Numbers Not Allowed...ITD TEAM

  4. #4
    Saqib Lodhi's Avatar
    Saqib Lodhi is offline Senior Member+
    Last Online
    20th June 2014 @ 10:15 AM
    Join Date
    09 Feb 2007
    Location
    Gulshan-e-Hadeed Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    442
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    koi data recovery ka software use ker k data hasil kerlo or phir HD ko phenkdo........

  5. #5
    naveed iqbal's Avatar
    naveed iqbal is offline Senior Member
    Last Online
    25th June 2018 @ 10:23 PM
    Join Date
    29 Jul 2007
    Posts
    2,825
    Threads
    38
    Credits
    100
    Thanked
    0

    Default

    Jenab main nay her terah say lega ker dekh leya hay secondri master bhi banaya aur secondry slave bhi lekanhard disk computer ko chalnay nahain day rehi .sab say pelay logo aata hay ya ager logo ko disable ker don to information aati hay keh primrymaster ya jis bhi teriqay say aik ya zeyada disk legaon aus kay bad computer restart ho jata hay.irfanbhai aap hi koi rah nekalain mera aus main bahut aham data hay

  6. #6
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    naveed bhai ap chahte hen ke ap ka data recover hojaye

    dekhye ye usi soorat me possible hoga jab ap ki hdd work kare

    ap is tarah kar sakte hen ke jis hdd ke through ap ka pc start ho jata he

    use master banayen aur is hdd ko slave

    aur phir bios se use detect karwayen

    jab detect hojaye

    to win ke under in hon aur use hdd ko software se recover kar len

    lekin ager wo hdd detect hojati he aur phir bhi win ke under enter nahi horahi aur without any messege pc restart hojata he to possible he ke apki hdd physical damage ho ager koi error ata he to wo yahan share karen

    physical damage hone ki waja se pc restart ho jata ho is ke liye ap khud se kuch bhi nahi karsakte

    simple use kisi hdd ke machenic ke pass le kar jayen wo ise repair kardega

    ap jo khud se try karsakte hen wo yahi he ke aik hdd jo work kar rahi use master banayen aur usi ke sath apni hdd ko slave bana kar windows start karen ager windows start nahi ho rahi aur koi error he wo zaroor batayen



  7. #7
    naveed iqbal's Avatar
    naveed iqbal is offline Senior Member
    Last Online
    25th June 2018 @ 10:23 PM
    Join Date
    29 Jul 2007
    Posts
    2,825
    Threads
    38
    Credits
    100
    Thanked
    0

    Default

    jenab main nay ausay dosri hard disk jo is waqt main istemal ker reha ho primry master per legai aur demage hdd ko slave per legaya leken pher bhi aus nay computer ko chalnay nahain deya.main electronics ka thora bahut kam janta hon bari koshish ki lekan pher bhi kharabi telash kernay main kamyab na ho saka
    jab aus main kharabi aai aus waqt computer chal reha tha achanak bund ho geya aur pher hdd ki wejha say na chela.main teen mahinay ki koshish kay bad apnay cousin ki shadi ki movi mix ki thi ab sab say zeyada zarori wehi hay

  8. #8
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    hmmmmmmmmm

    dekhye ager to solding me fault hota he to phir ap meter ki madad se check kar sakte hen

    ke konsa sircut nahi chal raha ya phir konsa sircute complete nahi he

    to normal resolding ya phir direct wire laga ker ap us sircut ko run karsakte hen

    lekin hdd me head bhi hota he ager us me problem hue to?

    behter yahi he ke ap brahe meharbani apna experiment mat kijiye ga

    balke kisi professional ko dikhayen take wo ise theeek kar sake

    ap hdd per khud se kuch na karen ye na ho ke wo bilkul kam se jati rahe

  9. #9
    naveed iqbal's Avatar
    naveed iqbal is offline Senior Member
    Last Online
    25th June 2018 @ 10:23 PM
    Join Date
    29 Jul 2007
    Posts
    2,825
    Threads
    38
    Credits
    100
    Thanked
    0

    Default

    ok thanks

  10. #10
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    any time buddy

    lekin yar ye tumhara avatar mujhe kafi der se tang kar raha he

    is ke chakker me main 4 dafa monitor ki pitai kar chuka hoon

    lekin ye makhi ur hi nahi rahi

  11. #11
    naveed iqbal's Avatar
    naveed iqbal is offline Senior Member
    Last Online
    25th June 2018 @ 10:23 PM
    Join Date
    29 Jul 2007
    Posts
    2,825
    Threads
    38
    Credits
    100
    Thanked
    0

    Default


Similar Threads

  1. flash problem jaldi experts please mobile experts kahan hein
    By lovtam in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 2
    Last Post: 19th September 2012, 11:09 AM
  2. it experts and software experts help kr
    By djlink in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 1
    Last Post: 19th January 2011, 08:16 PM
  3. Replies: 6
    Last Post: 3rd September 2009, 06:54 AM
  4. Experts And VB Experts plz plz click here
    By ghouri67 in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 23rd December 2007, 01:47 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •