Bhai jan jis tara nokia 1110 yan 1110 yan 1203 main picture hoti hain, un pictue main likha b hota hai I LOVE U----I MISS U

kya hum un picture main apna nam b likh sakte hain mera matlab hai k kya koi aisa software aisi website yan kon sa taerqa hai jis ki help se hum khud nokia 1112 ki pic create kar saken.
please jis ko b is tara ki information ho wo yahan zaroor sahre kare please


main ap sub bhainon k reply ka wait karon ga