assalamoalikom .......
umeed hai sab khyriyat se hoon gay ........
mera masla ye hai k mera pass nokia 6230i mobile hai wo aksar khud ba khud restart ho jata hai...ya main koi msj parhoon ya songs sunooo...
plz kisi ko pata hai k kis waja se ye masla hota hai.oor is ka kiya hall hai..........
Bookmarks