Asalam U Alikum
iss sey pehley ma ney kabi iss kisam ka koi mazmoon wagera nai likha apni taraf sey bouhat acha karney ki koshish ki ha
apna basat k mutabiq kaam kia ha
ma apni asal id sey likhna chahta tha
lakin date guzarney k bad bhi ban nai khula to ma ney kaha ye na ho k time hi guzar jaye
isi liye issi sey dair sey post karney par mazrat
Umeed ha sathiyon ko pasand aye ga
parh kar bataye ga kesa laga
Bookmarks