Asalam Alaikum ITD ke members kia koi mujhe yeh bata sakta hai ke jab mai koi site open karoon to uss ke saath jo buhat saare ads banners wagera ki line lag jati hai yeh open na ho iss ka kia tareeqa hai agar kisi ko ata hai to share kar dein yeh hum sab keliye buhat mufeed saabit hoga agar iss par koi thread likha gay hai to link de dein