shabbi chahe Allah k naamo me se ho ya na ho, par kisi sahaba ka to ho sakta hai na.
aur yahan mazak us program k host and title ko le kar bnaya ja raha hai,
kia woh host respectable person nhe ?
kia woh channel jis pe ye prog aata hai authority nhe rakhte ?
kia us insaan ki feelings nhe ?
Yahan ek aur baat mention karta chalun k aj kal zubaida aapi nami khatoon and paki actor veena malik k b msgs aatay hain.
ye kia pagal pan hai humari nation ka, k apne he logo ka mazak bna dete hain.
kabhi, pathan,panjabi or aj kal to ba kaida naam le kar.
mazak urana hai to apna urao,apne kisi azeez ka mazak bnao. Then feel k ka4sa lagta hai.
Insanyat ka takaza ye kehta hai k mazak na uraya jae. Chahe woh ap ka dushman he q na ho.
. . . . . . . Plz
Bookmarks