Page 1 of 4 1234 LastLast
Results 1 to 12 of 37

Thread: surat ya seerat

  1. #1
    muslimah is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2007 @ 11:30 AM
    Join Date
    15 Nov 2007
    Posts
    299
    Threads
    19
    Credits
    925
    Thanked
    0

    Default surat ya seerat

    salaam

    aap sab koo yahan aap ko discuss kerna hai ke aap ki nazar mein kya zaroory hai seerat ya surat aur woh kya wajoohaat hain jo aap ki baat ko suport kerty hain zaroor share kijey

  2. #2
    Shaheen's Avatar
    Shaheen is offline Advance Member
    Last Online
    25th March 2023 @ 09:00 PM
    Join Date
    31 Jul 2006
    Location
    Melbourne
    Posts
    13,755
    Threads
    225
    Credits
    1,448
    Thanked: 1

    Default

    walaikum u salam
    mujhay serat bcoz serat aap ka sath hamesha rehti hia and sorat insan jub borha ho jata hai tu surat tu kafi badal jati hai ... serat forever rehti hai
    agar serat achi hoi tu woh sub kuch hia .............and ek or baat ka aksar log hota hia jin ki sorat hamain pasand nahi ati and on ki serat boht achi hoti hia .......agar sorat hi dekhejaye tu shayad hum sub ko barabar huq na de paye but serat dekhe jaye tu sub equal .... i hop aap ko samaj ajayegi what i mean . nice task

  3. #3
    muslimah is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2007 @ 11:30 AM
    Join Date
    15 Nov 2007
    Posts
    299
    Threads
    19
    Credits
    925
    Thanked
    0

    Default

    shukraan sis

    jahaan baat seerat ki aaty hai mere sare marks waheen chale jatey hain kyunke surat ALLAH SWT ki banayi hui hai seerat insaan khud banata hai aur woh hamesha qaim rehty hai achi seerat dunya aur akhiraah dono mein faida mand hai so

  4. #4
    Shaheen's Avatar
    Shaheen is offline Advance Member
    Last Online
    25th March 2023 @ 09:00 PM
    Join Date
    31 Jul 2006
    Location
    Melbourne
    Posts
    13,755
    Threads
    225
    Credits
    1,448
    Thanked: 1

    Default

    Quote muslimah said: View Post
    shukraan sis

    jahaan baat seerat ki aaty hai mere sare marks waheen chale jatey hain kyunke surat ALLAH SWT ki banayi hui hai seerat insaan khud banata hai aur woh hamesha qaim rehty hai achi seerat dunya aur akhiraah dono mein faida mand hai so
    SIS nahi ji (f) i m male shaheen falcon isie lia rakhi hia id
    aap sis ho ya bro :P

    bilkul aap na durust farmaiya

  5. #5
    muslimah is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2007 @ 11:30 AM
    Join Date
    15 Nov 2007
    Posts
    299
    Threads
    19
    Credits
    925
    Thanked
    0

    Default

    oh i am female

  6. #6
    Shaheen's Avatar
    Shaheen is offline Advance Member
    Last Online
    25th March 2023 @ 09:00 PM
    Join Date
    31 Jul 2006
    Location
    Melbourne
    Posts
    13,755
    Threads
    225
    Credits
    1,448
    Thanked: 1

    Default

    Quote muslimah said: View Post
    oh i am female aur aik help chaiye aapse pm is not active
    hmmm PM .. i think u need 100 posts first to activate ur pms.

  7. #7
    muslimah is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2007 @ 11:30 AM
    Join Date
    15 Nov 2007
    Posts
    299
    Threads
    19
    Credits
    925
    Thanked
    0

    Default

    achaaaaa

  8. #8
    sister's Avatar
    sister is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd March 2011 @ 09:00 PM
    Join Date
    26 Nov 2006
    Location
    HoMe
    Posts
    1,110
    Threads
    50
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    w.salam muslimah sis aapne buhut acha topic choose kiya hai sis actully mere nazdeek tu seerat hi ahmiat rakhti hai kyunke insaan ke marne ke bad seerat yani usska ikhlaq hi yaad rakha jata hai na ke soorat soo . per agar seerat ke saath saath insaan ki soorat bhi achi ho tu kiya baat hai .

  9. #9
    muslimah is offline Senior Member+
    Last Online
    9th December 2007 @ 11:30 AM
    Join Date
    15 Nov 2007
    Posts
    299
    Threads
    19
    Credits
    925
    Thanked
    0

    Default

    Jazakalalh Pasand Kerne Ka Sister

  10. #10
    yasinyugovi is offline Senior Member+
    Last Online
    16th March 2009 @ 10:38 PM
    Join Date
    28 Feb 2007
    Posts
    55
    Threads
    12
    Credits
    965
    Thanked
    0

    Default

    har aik ki alag alag ahmiyat hai magat sirat ko sorat par fawqiyat hai kyung ki sirat k baghair sorat bekar hai khas kar muslimanong k liye
    Allah k hang taqwa walong ki qadar hoti hai
    isi tarah agar ham dekheng to muashirai mai b ahmiyat sorat walong ki ziyada hai sirat k liya hamishgi hai magar sorat khatam ho jati hai
    is kai bawojood agar sirat ba sorat ho to norun ala noor hai
    shadi k waqt khas toor par sirat k baad sorat ko b madde nazar rakhna chahiye

    :goodluck: :goodluck:
    :goodluck:

  11. #11
    Take_care's Avatar
    Take_care is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd January 2011 @ 07:51 PM
    Join Date
    03 Feb 2007
    Location
    Obviously in my home
    Posts
    148
    Threads
    9
    Credits
    960
    Thanked
    0

    Default

    Bahut accha thread hai i think jin kai pass surat hai woh apni seerat achi kar lain tu lukiest one hoon gai /gee baqi jehan tak sab nain baat seerat ki ki hai tu i think practical life main mostly surat ko prefer kartai hain seerat ko tu bas batoon ki had tak

    acchi seerat sai suat main bhi kashish aaa jati hai soo i thnik ur serat must be good

  12. #12
    sidrakhan's Avatar
    sidrakhan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd April 2011 @ 06:54 PM
    Join Date
    07 Mar 2007
    Age
    40
    Posts
    238
    Threads
    34
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    I Think K Dono Zaroori Cheeze Haen...ager Dono Houn Tau Sonay Per Suhaaga...aaj Kay Kam Akal Log Surat Ko Zyada Prefer Kertey Haen...

Page 1 of 4 1234 LastLast

Similar Threads

  1. khoob seerat
    By amnabibi in forum Baat cheet
    Replies: 2
    Last Post: 15th December 2014, 07:34 AM
  2. Seerat-n-Nabi
    By imran1121 in forum Introduction
    Replies: 8
    Last Post: 16th January 2010, 03:22 AM
  3. seerat
    By seerat in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 7th September 2008, 12:50 AM
  4. seerat-un-Nabee
    By shine like pearl in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 16
    Last Post: 11th December 2007, 04:44 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •